Tag: whatsappstatus (Page 4 of 4)

Meri Gurbat..

میری غربت نے اُڑایا میرے فن کا مزاق

تیری دولت نے تیرے عیب چھپا رکھے ہیں۔

Meri gurbat ney udaya merey fan ka mazak,

Teri dolaat ney terey aeeb chupa rakhey hain…

tujhsey bicharna

کہانی میں کوئی رد و بدل کر

میرا تجھ سے بچھڑنا بنتا ہی نہیں 

Kahani mein koi rad-o- badal kar,

Mera tujh sey bicharna banta hi nahin…

Nahi hai Rabta…

نہیں ہے رابطہ پھر بھی وہ صدقہ دیتی ہے

اسے پتہ ہے میں اکثر سفر میں رہتا ہوں

Nahin hai rabta phir bhi wo sadqa deti hai,

Ussey pata hai mein aksar safar mein rehta hoon…

Sameet ley wo munafa

Sameet ley wo munafa jo tera banta hai,

Idhr dhakel kasara, hisaab rehney dey…


سمیت لے وہ منافه ،جو تیرا بنتا ہے

ادھر دھکیل خسارہ ،حساب رہنے دے


Sameet ley wo munafa

kisi ney ahal-e-sitam ko aik lafz tak

Kisi ney ahal-e-sitam ko aik lafz tak na kaha,

Sabhi ney mujh sey kaha key housla rakho…


کسی نے اہل ستم کو ایک لفظ تک نہ کہا

سبھی نے مجھ سے کہا کہ حوصلہ رکھو


kisi ney ahal-e-sitam ko aik lafz tak na kaha

Terey lehjey mein

Terey lehjey mein baat karni hai,

Aaj mumkin hai ahtram na ho


تیرے لہجے میں بات کرنی ہے

آج ممکن ہے احترام نا ہو


Terey lehjey mein

Mujhey khuda sey zara

Mujhey khuda sey zara hum kalam honey do,

Tumhara zikr bhi iss ghuftagu mein aaye ga…


مجھے خدا سے ذرا ہمکلام ہونے دو

تمہارا ذکر بھِی اس گفتگو میں آئیگا


Mujhey khuda sey zara

Terey chehrey ki ziyarat

Terey chehrey ki ziyarat jo ibadat hoti,

Mein zamaney key waliyon mein Qalandar hota…


تیرے چہرے کی زیارت جو عبادت ہوتی

میں زمانے کے ولیون میں قلندر ہوتا


Terey chehrey ki ziyarat

Aik zarorat

Aik zarorat teri dheleez pey ley aayi hai,

Waqat aya hai ye kesa meri khudari per…


اک ضرورت تیری دہلیز پہ لے آئی ہے

‏وقت آیا ہے یہ کیسا میری خودار ی پر


aik zarorat

Newer posts »