Tag: twolinerspoetry (Page 6 of 6)

Jo bhi aata hai,batata hai naya koi ilaaj

Jo bhi aata hai,batata hai naya koi ilaaj,

Batt na jaye tera bemaar masihaun mein…


جو بھی آتا ہے بتاتا ہے نیا کوئی علاج

بٹ نہ جاۓ تیرا بیمار مسیحاؤں میں


Jo bhi aata hai,batata hai naya koi ilaaj

Meri har aik umeed ka Qatil………

Meri har aik umeed ka Qatil,

Tera aik lafz khuda hafiz…


میری ہر ایک امید کا  قاتل   

تیرا ایک لفظ خدا حافظ


Yun hi na tatolein humein lafzoon mein……

Yun hi na tatolein humein lafzoon mein hamarey,

Hum baat nahin baat key many mein milein gey…


یونہی نہ ٹٹولو ہمیں لفظوں میں ہمارے

ہم بات نہیں بات کے معنی میں ملیں گے


Yun hi na tatolein humein lafzoon mein.

Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni

Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni,

Roz aik nuqs naya mujh mein nikal aata hai…


روز تھکتا ہوں میں کر کر کے مرمت اپنی

روز اک نقص نیا مجھ میں نکل آتا ہے


Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni

Bhut nazdeek reh kar bhi anaein aik jesi hain

Bhut nazdeek reh kar bhi anaein aik jesi hain,

Takaluf wo nahin karte mukhatib hum nahin karte…


بہت نزدیک ره کر بهی انائیں ایک جیسی ہیں

‏‏تکلف وه نہیں کرتے مخاطب ہم نہیں کرتے


Bhut nazdeek reh kar bhi anaein aik jesi hain

Hoti rahey khilaf merey shehr ki hawa

Hoti rahey khilaf merey shehr ki hawa,

Mein ney bhi har mizaaj ka thaika nahin liya…


ہوتی رہے خلاف میرے  شہر کی ہَوا

‏ میں نے بھی ہر مزاج کا ٹھیکہ نہیں لیا


silhouette of person on cliff beside body of water during golden hour

Newer posts »