Tag: statuspoetry (Page 10 of 10)

Yun hi na tatolein humein lafzoon mein……

Yun hi na tatolein humein lafzoon mein hamarey,

Hum baat nahin baat key many mein milein gey…


یونہی نہ ٹٹولو ہمیں لفظوں میں ہمارے

ہم بات نہیں بات کے معنی میں ملیں گے


Yun hi na tatolein humein lafzoon mein.

Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni

Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni,

Roz aik nuqs naya mujh mein nikal aata hai…


روز تھکتا ہوں میں کر کر کے مرمت اپنی

روز اک نقص نیا مجھ میں نکل آتا ہے


Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni

Newer posts »