Home » tiktokpoetry » Page 4
Har aik baat pey kehtey ho tum key,to kya hai, Tumhi kaho key, ye andaz-e- ghuftagu kya hai…
Tu tehra masliyat pasand Our mein mooj hawa sey larney waali…
Nahin tha apna mizaaj aesa, Key zaraf kho kar aana bachatey, Wagarna aesey jawab detey, Key phir na paida sawal hotey…
Talab ishiq mitta di hum ney, Uss ko roka na sada di hum ney, Khawab logon ney jala daley they, Rakh rahoon mein udda di…
Hazaroon sochein uljhati hain mujhey, Magar aik sajda suljha deta hai sab…
Shairoon sey taluq rakho tabiyat theek rahey gi, Sahab ye wo hakeem hain, jo lafzon sey ilaaj kartey hain…
Wahi shaks meri laskar sey baghawat kar gaya, Jeet kar saltanat jis key naam karni thi…
Der sey aa kar phir jald janey ka israar karta hai, Wo shaks to adaton mein bilkul itwaar lagta hai…
Odd kar mitti ki chadar bey nishan ho jaen gein, Aik din aaye ga hum bhi dastaan ho jaen gein…
Miltey gaye har mod pey hamdard hazaron, Lagta hai iss shehr mein adakar bhut hain