Zabt lazim hai magar Published by Admin on March 13, 2026 Zabt lazim hai magar dukh hai qayamat ka Faraz, Zalim ab ke bhi na roye ga to mar jaye ga..
Naam hi kaya nishan hi kaya Published by Admin on March 13, 2026 Naam hi kaya, nishan hi kaya, khuwab oe khayal ho gaye, Teri misaal de ke hum teri misaal ho gaye…
Aik raat wo gaya tha.. Published by Admin on March 13, 2026 Aik raat wo gaya tha jahan baat rok key, Ab tak ruka huwa hoon wahin raat rok key …
Sach ko tameez hi nahin… Published by Admin on March 12, 2026 Sach ko tameez hi nahin baat karney ki, Jhoot ko dekho kitna metha bolta hai…
Ab koi mujhko Published by Admin on March 12, 2026 اب کوئی مجھ کو دلائے نہ محبت کا یقین جو مجھ کو بھول نہ سکتا تھا وہی بھول گیا
Aik saya mera mesiha tha… Published by Admin on March 12, 2026 Aik saya mera mesiha tha, Kon jaaney, wo kon tha, kya tha…
Wo koyi dost tha.. Published by Admin on March 12, 2026 Wo koyi dost tha achey dono ka, Jo pichli raat sey yaad aa raha hai…
Qasid hi nahin logon… Published by Admin on March 12, 2026 Qasid hi nahin logon uss shakhs ka dewana, Do char kabutar bhi mein ney bhej key dekhey hain…
be khudi be sabab nahin.. Published by Admin on March 11, 2026 Be khudi be sabab nahin Ghalib, Kuch to hai jis ki parda dari hai…