Home » urdushayiri » Page 4
Ye jo raqs hai mera farsh per,yahi ley udda mujhey arsh per, Meri zaat mein jo dhamal hai,terey ishq ka kamal hai…
Aagahi mujh ko kha gayi warna, Mein ney jeena tha apney marn ey tak…
Ameer-e-shehr ka lehja mujhey manzoor nahin, Usey zaroor ye kehna, apni had mein rahey…
Merey ousaf sey hoti nahin pehchan meri, Apney aiboun sey numayan hoon hemesha ki taraha…
Zabt darya ka bhi dekha hai hum ney, Bojh partey hi kinaron sey uljh parta hai…
Chehra dekhaney sey na jaan pao gey haqiqat meri, Kahin pathar,kahin moti,kahin aaiena hoon mein…
JIS HISAB SEY APNI ZAMEEN KANPTI HAI YAKEEN KAR LEIN KEY AB ASMAAN KHATREY MEIN HAI ANAEIN CHOR KEY AB MASALEY KA HAAL DHONDHO MEREY…
Sitam to ye hai key, hamarey sifon mein shamil hain, Charagh bujhtey he khima badalney waaley log…
Uljhanein mein ney kayi jhuk kar bhi suljhaein hain, Log saarey to nahi Qad key barabar hotey…