kal thake hare parindon ne nasihat ki
Kal thake hare parindon ne nasihat ki mujhe, Shaam dhal jaye to kashi tum bhi ghar jaya karo... کل تھکے ہارے پرندوں نے نصیحت کی مجھے شام ڈھل جائے تو…
Kal thake hare parindon ne nasihat ki mujhe, Shaam dhal jaye to kashi tum bhi ghar jaya karo... کل تھکے ہارے پرندوں نے نصیحت کی مجھے شام ڈھل جائے تو…
Bus zara chaiye peene se fursat nahin mili, Warna kar ke btata muhbat kese kehte hain بس ذرا چائے پینے سے فرصت نہیں ملی ورنہ کر کے بتاتا محبت کیسے…
Mujh ko pana hai to mujh mein utar kar dekho, Yun kinaron sey samandar ko dekha nahin jata... مجھ کو پانا ہے تو مجھ میں اتر کر دیکھو یوں کناروں…
Teri rehmaton pe hai,munkhasir merey har amal ki qabooliat, Na mujhey saliqa-e-ilteja na mujhey shahoor-e-nimaz hai... تیری رحمتوں پہ ہے منخصر، میرے ہر عمل کی قبولیت نہ مجھے سلیقہ ہ…
Roti hui ankhon ki rawani mein merey hain, Kuch khuwab merey aien jawani mein merey hain... روتی ہوئی آنکھوں کی روانی میں مرے ہیں کچھ خواب میرے عین جوانی میں…
Sabhi gharhiyun mein yaksan nuqs kesey, Yakenan waqat hi thehra hua hai... سبھی گھڑیوں میں یکساں نقص کیسے یقینن وقت ہی ٹہرا ہوا ہے
Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi to di, Par wo maza kahan jo nadaniyun mein tha... یہ سچ ہے کہ عقل نے مجھ کو پختگی تو دی…
Aik taluq mazeed hai apna, Tera murshid mureed hai apna... اک تعلق مزید ہے اپنا تیرا مرشد مرید ہے اپنا
Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana, Aik shakhs ney mujh ko mujh sey hi bezaar kar diya... کبھی بے وجہ اداسی کبھی بے وجہ الجھنا ایک شخص نے مجھ کو…
Pochtey kya ho halat meri, Kha gaye mujh ko rawaye terey... پوچھتے کیا ہو حالت میری کھا گئے مجھ کو رویے تیرے