Tag: poetrycollection (Page 24 of 31)

Kisi dard mand ke kaam aa, kisi doobte ko uchaal de

کِسی دَرد مَند کے کام آ، کِسی ڈُوبتے کو اُچھال دے

Yeh nigah-e-mast ki mastiyan, kisi badnaseeb pe daal de

یہ نِگاہِ مَست کی مَستِیاں، کِسی بَدنَصِیب پہ ڈال دے

Mujhe masjidon ki khabar nahin, mujhe mandiron ka pata nahin

مُجھے مَسجِدوں کی خَبر نہیں، مُجھے مَندِروں کا پَتہ نہیں

Meri aajzi ko qabool kar, mujhe aur dard o malaal de

میری عاجِزی کو قَبُول کَر، مُجھے اَور دَرد و مَلال دے

Kisi dard mand ke kaam aa, kisi doobte ko uchaal de
Kisi dard mand ke kaam aa, kisi doobte ko uchaal de

Bhool jana tumhein mushkil to nahin hai lekin

بھول جانا تمہیں مشکل تو نہیں ہے لیکن

Kaam aasaan bhi magar hum se kahan hote hain
کام آسان بھی مگر ہم سے کہاں ہوتے ہیں

Bhool jana tumhein mushkil to nahin hai lekin
Bhool jana tumhein mushkil to nahin hai lekin

Ab ke toota hai to kuch chain se baitha hai zara

اب کے ٹوٹا ہے تو کچھ چین سے بیٹھا ہے ذرا

Warna is dil ne dikhane the tamashe kya kya
ورنہ اس دل نے دکھانے تھے تماشے کیا کیا

Ab ke toota hai to kuch chain se baitha hai zara
Ab ke toota hai to kuch chain se baitha hai zara

Mera seedha saadha mizaaj tha, mujhe ishq hone ki kya khabar

میرا سیدھا سادھ مزاج تھا، مجھے عشق ہونے کی کیا خبر

Tera ek nazar woh dekhna, mere saare shauq badal gaya
تیرا ایک نظر وہ دیکھنا، میرے سارے شوق بدل گیا

Mera seedha saadha mizaaj tha, mujhe ishq hone ki kya khabar
Mera seedha saadha mizaaj tha, mujhe ishq hone ki kya khabar

Tujh ko dekha phir us ko na dekha

Tujh ko dekha phir us ko na dekha
تجھ کو دیکھا پھر اُس کو نہ دیکھا

Chaand kehta hi raha, main chaand hoon, main chaand hoon
چاند کہتا ہی رہا، میں چاند ہوں، میں چاند ہوں

Tujh ko dekha phir us ko na dekha
Tujh ko dekha phir us ko na dekha

Jinhein main samajhti hi nahin mad-e-muqabil apna

جنہیں میں سمجھتی ہی نہیں مد مقابل اپنا

Wohi log mukhalif hue phirte hain mere
وہی لوگ مخالف ھوے پھرتے ہیں میرے

Jinhein main samajhti hi nahin mad-e-muqabil apna
Jinhein main samajhti hi nahin mad-e-muqabil apna

Main bhejta rehta hoon use khaali lifaafe

میں بھجتا رہتا ہوں اسے خالی لفافے

Woh shakhs kahin mera pata na bhool jaaye
وہ شخص کہیں میرا پتا نہ بھول جائے

Main bhejta rehta hoon use khaali lifaafe
Main bhejta rehta hoon use khaali lifaafe

Sach kaha tha mere ustaad ne, bohat na-laaiq hoon main

سچ کہا تھا میرے استاد نے، بہت نالائق ہوں میں

Poori raat guzar jaati hai ek hi shakhs ko yaad karte karte
پوری رات گزر جاتی ہے ایک ہی شخص کو یاد کرتے کرتے

Sach kaha tha mere ustaad ne, bohat na-laaiq hoon main
Sach kaha tha mere ustaad ne, bohat na-laaiq hoon main

Tanha raaton mein yahi hai mashghala apna

تنہا راتوں میں یہی ہے مشغلہ اپنا

Laga ke teek takiye se use bas sochte rehna
لگا کے ٹیک تکیے سے اُسے بس سوچتے رہنا

Tanha raaton mein yahi hai mashghala apna
Tanha raaton mein yahi hai mashghala apna

« Older posts Newer posts »

© 2025 Hobbies

Theme by Anders NorenUp ↑