Taak mein dushman bhi they June 28, 2025 / Admin / 0 Comments Taak mein dushman bhi they our pusht par ahbaab bhi, Teer pehla kis ney maara ye kahani phir sahi… تاک میں دشمن بھی تھے اور پشت پر احباب بھی تیر پہلا کس نے مارا یہ کہانی پھر سہی
Falak mein aagh lag jaati… June 28, 2025 / Admin / 0 Comments فلک میں آگ لگ جاتی ،جو دونوں روبروں ہوتے غروب شمس لازم تھا ،طلوح چاند سے پہلے Falak mein aagh lag jaati,jo dono robaron hotey, Ghurub-e-shams lazim tha,tuluh-e-chaand sey pehle…
Tareekh hazaroon salon mein… June 28, 2025 / Admin / 1 Comment تاریخ ہزاروں سالوں میں بس اتنی سی بدلی ہے تب دور تھا پتھر کا اب لوگ ہیں پتھر کے Tareekh hazaroon saloon mein bus itni si badali hai, Tab dour tha pathar ka aab log hain pathar key….
Ilzam-e-awargi… June 27, 2025 / Admin / 0 Comments الزام آوارگی کے ڈر سے چھوڑ دیا شہر اپنا ورنہ یہ چھوٹی سی عمر،پردیس کے قابل تو نہ تھی Ilzam-e-awargi key dar sey chor diya shehr apna, Warna ye choti si umer ,pardes key Qabil to na thi…
Raabtey bhi rakhta hoon.. June 27, 2025 / Admin / 0 Comments رابطے بھی رکھتا ہوں ،راستے بھی رکھتا ہوں لوگوں سے بھی ملتا ہوں ، فاصلے بھی رکھتا ہوں Raabtey bhi rakhta hoon,raastey bhi rakhta hoon, Logon sey bhi milta hoon,fasiley bhi rakhta hoon…
Yaroon ki hujatein… June 27, 2025 / Admin / 1 Comment یاروں کی حجتیں ہوں کہ غیروں کی تہمتیں جس رنگ میں رہا ہوں نمایاں رہا ہوں میں Yaroon ki hujatein hoon key geroon ki tuhmatein, Jis rang mein raha hoon numaya raha hoon mein…
Chaman mein our bhi… June 26, 2025 / Admin / 0 Comments چمن میں اور بھی ہیں گھونسلے پرندوں کے میرے ہی پیچھے کیوں بجلیاں لگی ہوئی ہیں Chaman mein our bhi hain ghonseley parindon key, Merey hi pechey kyun bijliyan lagi hui hain…
Kitni ziddi hain… June 26, 2025 / Admin / 0 Comments کتنی ضدی ہیں یہ تمنائیں جیسے بچے امیر لوگوں کے Kitni ziddi hain ye tamnaein, Jesey bachey ameer logo key…
Ye sharat-e-ulfat June 25, 2025 / Admin / 0 Comments Ye sharat-e-ulfat bhi ajab hai Muhsin, Mein pora utarta hoon,wo mayar badal detey hain… یہ شرط الفت بھی عجب ہے محسن میں پورا اترتا ہوں وہ معیار بدل دیتے ہیں
Daleel na thi na koyi hawala tha… June 25, 2025 / Admin / 0 Comments دلیل نہ تھی نہ کوئی حوالہ تھا ان کے پاس عجیب لوگ تھے بس اختلاف رکھتے تھے Daleel na thi na koi hawala tha un key paas, Ajeeb log they bus ikhtilaf rakhtey they…