Home » Archives for Admin » Page 35
Hum muzafat sey aaye huye logon ka miyan, Mas’ala rizq ka hota hai,muhabat ka nahin…
Likhwa key mein aaya hoon thaney mein ye report, Mujh ko teri yaad sey khatra hai jaan ka…
Aata hai kaun kaun merey gham ko banteney, Muhsin tu meri mout ki afwah udda key dekh…
Bedad-e-ishq sey nahin darta magar ASAD, Jis dil pey naaz tha wo dil nahin raha…
Tu ney dekhi hi nahin, Meri roonaqon ki weeraniyan…
Kuch hum bhi terey mayar pey porey nahin utrey, Kuch tu bhi ke mashahoor tha jesa, nahin nikla
Mein pat jhar ka aadi hoon,baharen na pasand mujh ko, Koi jo bhoolna chahye, yaad aana chorh deta hoon…
Kabhi chaand us ney kaha mujhey, Kabhi asmaan sey gira diya…
Zindagi bhar key imtehan key bad, Wo natijey mein kisi our ka nikla…