You are currently viewing Kisi dard mand ke kaam aa, kisi doobtay ko uchhal de
Photo by Debadutta on Pexels.com

Kisi dard mand ke kaam aa, kisi doobtay ko uchhal de

کِسی دَرد مَند کے کام آ، کِسی ڈُوبتے کو اُچھال دے

یہ نِگاہِ مَست کی مَستِیاں، کِسی بَدنَصِیب پہ ڈال دے

مُجھے مَسجِدوں کی خَبر نہیں، مُجھے مَندِروں کا پَتہ نہیں

میری عاجِزی کو قَبُول کَر، مُجھے اَور دَرد و مَلال دے


Kisi dard mand ke kaam aa, kisi doobtay ko uchhal de
Yeh nigah-e-mast ki mastiyaan, kisi badnaseeb pe daal de

Mujhe masjidon ki khabar nahi, mujhe mandiron ka pata nahi
Meri aajzi ko qabool kar, mujhe aur dard o malaal de


Leave a Reply