Home » whatsappstatuspoetry » Page 4
Wahi shaks meri laskar sey baghawat kar gaya, Jeet kar saltanat jis key naam karni thi…
Der sey aa kar phir jald janey ka israar karta hai, Wo shaks to adaton mein bilkul itwaar lagta hai…
Odd kar mitti ki chadar bey nishan ho jaen gein, Aik din aaye ga hum bhi dastaan ho jaen gein…
Yaad-e-khuda key sath sath,aati rahi kisi ki yaad, Our bhi aik namaz hum,parhtey rahey namaz mein…
Silsila fajir tak jaa pohncha,aazan-e-issha sey, Hum khayal yaar mein bethey waazo he kaartey rahey…
Tumhara to bus hawaon pe shaq gaya hoga, Charagh khud bhi to jal jal ke thak gaya hoga…
Mera kirdaar na tha,meri kahani mein koi, Beth kar door sey,bus apna tamasha dekha…
Yahan sub kch bikta hai zara sambhal kar rehna, Log hawaon ko bhi bech detey hain,ghubaron mein bhar kar…
Mein aik kirdaar sey bara tang hoon,Qalam kaar, Mujhey kahani mein daal,Ghussa nikalna hai…
Mein udass raasta hoon shaam ka,mujhey aahtoon ki talash hai, Ye raastey hain saarey bujhey bujhey,mujhey jhugnuon ki talah hai, Wo jo aik dariya tha…