Tag: whatsappstatus (Page 3 of 4)

Hasil-e-zindagi hasratoon

Haasil-e-zindagi hasratoon key siwa kch nahin Muhsin,

Ye kiya nahin, wo huya nahin, ye mila nahin, wo raha nahin…


حاصل زندگی حسرتوں کے سوا کچھ نہیں محسن

یہ کیا نہیں ،وہ ہوا نہیں ،یہ ملا نہیں ،وہ رہا نہیں


Hasil-e-zindagi hasratoon

Manzilein bhi uss ki thein

Manzilein bhi uss ki thein,raasta bhi uss ka tha,

Aik mein akeela tha, qafila bhi uss ka tha,

Phir raasta badalney ka fasila bhi uss ka tha,

Aaj kyun akeela hoon? dil sawal karta hai,

Log to ussi key they, kya khuda bhi uss ka tha?


منزلیں بھی اس کی تھیں ، راستہ بھی اس کا تھا

ایک میں اکیلا تھا، قافلہ بھی اس کا تھا

ساتھ ساتھ چلنے کی سوچ بھی اس کی تھی

پھر راستہ بدلنے کا فیصلہ بھی اس کا تھا

آج کیوں اکیلا ہوں ؟ دل سوال کرتا ہے

لوگ تو اسی کے تھے، کیا خدا بھی اس کا تھا ؟


Manzilein bhi uss ki thein

Mera Zikr parhney waaley

Mera zikr parhney waley mera raasta na chun lein,

Sarey waraq likh dena mujhey maat ho gayi thi


میرا ذکر پڑھنے والے میرا راستہ نہ چن لیں

سرے ورق لکھ دینا مجھے مات ہوگئی تھی


Mera Zikr parhney waaley

Kon pochta hai pinjerey mein band

Kon pochta hai pinjerey mein band parindon ko Ghalib,

Yaad wohi aatey hain jo udd jaatey hain…


کون پوچھتا ہے پنجرے میں بند پرندوں کو غالب

یاد وہ ہی آتے ہیں جو  اڑ جاتے ہیں


Kon pochta hai pinjerey mein band parindon ko

Unki mat poch

Unki mat poch nazakat Muhsin

Sans letey hain to thak jaatey hain…


اُن کی مت پوچھ نزاکت محسن

سانس لیتے ہیں تو تھک جاتے ہیں


Unki mat poch

Qaatil ki ye daleel munsif ney maan li

Qaatil ki ye daleel munsif ney maan li,

Maqtool khud hi gira tha khanjar ki nok par…


قاتل کی یہ دلیل منصف نے مان لی

مقتول خود ہی گرا تھا خنجر کی نوک پر


folding knife

Kisi tarang kisi sar khushi

Kisi tarang kisi sar khushi mein rehta tha,

Ye kal ki baat hai,dil zindagi mein rehta tha…


‏کِسی ترنگ کسی سر خوشی میں رہتا تھا

یہ کل کی بات ہے، دل زندگی میں رہتا تھا   


Kisi tarang kisi sar khushi

Kharki, chaand, kitaab our mein

Kharki, chaand, kitaab our mein,

Mudat sey aik baab our mein,

Shab bhar kheley aapas mein,

Do ankhein, aik khawab our mein,

Mooj our kashti sahil par darya mein gardab our mein,

Sham, udasi, khamoshi kch kankar, talaab our mein,

Har shab pakrey jaatey hain ghari nind, kitaab our mein…


کھڑکی ، چاند ، کتاب اور میں

مدت سے اک باب اور میں

شب بھر کھیلے آپس میں

دو آنکھیں ، ایک خواب اور میں

موج اور کشتی ساحل پردریا میں گرداب اور میں

شام ، اداسی ، خاموشی کچھ کنکر ، تالاب اور میں

ہر شب پکڑے جاتے ہیں گہری نیند ، کتاب اور میں


Kharki, chaand, kitaab our mein

Wo iss kamal sey khela tha

Wo iss kamal sey khela tha ishq ki baazi,

Mein apni fatah samjhta tha maat honey tak…


وہ اِس کمال سے کھیلا تھا عشق کی بازی

میں اپنی فتح سمجھتا تھا مات ھونے تک


Wo iss kamal sey khela tha

« Older posts Newer posts »