Tag: urdushayiri (Page 8 of 10)

Mein ney seekha hai

Mein ney seekha hai,riyaazi key aasolon sey,

Jo na mumkin ho ussey farz kar liya jaye…


میں نے سیکھا ہے ، ریاضی کے اصولوں سے

جو ناممکن ہو اسے فرض کر لیا جاۓ


Mein ney seekha hai

Tumhara janaza to nahi hai…

Kursi hai,tumhara janaza to nahin hai,

Kch kar nahin saktey to utar kyun nahin jaatey…


کرسی ہے ،تمہارا جنازہ تو نہیں ہے

کچھ کر نہیں سکتے تو اتر کیوں نہیں جاتے


Tumhara janaza

Dekh rafta rafta

Dekh rafta rafta ,nikal hi gaye na akhir,

Misir sey yusif, janat sey aadam, our terey dil sey hum…


دیکھ رفتہ رفتہ ،نکل ہی گئے نا آخر

مصر سے یوسف ،جنت سے آدم ،اور تیرے دل سے ہم


Dekh rafta rafta

Smajh jaati hoon

Samjh jaati hoon chalon ko magar kch der lagti hai,

Wo baazi jeet jaatey hain, merey chalak honey tak


سمجھ جاتی ہوں چالوں کو مگر کچھ دیر لگتی ہے

وہ بازی جیت جاتے ہیں ،میرے چالاک ہونے تک


Smajh jaati hoon

Hasil-e-zindagi hasratoon

Haasil-e-zindagi hasratoon key siwa kch nahin Muhsin,

Ye kiya nahin, wo huya nahin, ye mila nahin, wo raha nahin…


حاصل زندگی حسرتوں کے سوا کچھ نہیں محسن

یہ کیا نہیں ،وہ ہوا نہیں ،یہ ملا نہیں ،وہ رہا نہیں


Hasil-e-zindagi hasratoon

Manzilein bhi uss ki thein

Manzilein bhi uss ki thein,raasta bhi uss ka tha,

Aik mein akeela tha, qafila bhi uss ka tha,

Phir raasta badalney ka fasila bhi uss ka tha,

Aaj kyun akeela hoon? dil sawal karta hai,

Log to ussi key they, kya khuda bhi uss ka tha?


منزلیں بھی اس کی تھیں ، راستہ بھی اس کا تھا

ایک میں اکیلا تھا، قافلہ بھی اس کا تھا

ساتھ ساتھ چلنے کی سوچ بھی اس کی تھی

پھر راستہ بدلنے کا فیصلہ بھی اس کا تھا

آج کیوں اکیلا ہوں ؟ دل سوال کرتا ہے

لوگ تو اسی کے تھے، کیا خدا بھی اس کا تھا ؟


Manzilein bhi uss ki thein

Unki mat poch

Unki mat poch nazakat Muhsin

Sans letey hain to thak jaatey hain…


اُن کی مت پوچھ نزاکت محسن

سانس لیتے ہیں تو تھک جاتے ہیں


Unki mat poch

Qaatil ki ye daleel munsif ney maan li

Qaatil ki ye daleel munsif ney maan li,

Maqtool khud hi gira tha khanjar ki nok par…


قاتل کی یہ دلیل منصف نے مان لی

مقتول خود ہی گرا تھا خنجر کی نوک پر


folding knife

Kisi tarang kisi sar khushi

Kisi tarang kisi sar khushi mein rehta tha,

Ye kal ki baat hai,dil zindagi mein rehta tha…


‏کِسی ترنگ کسی سر خوشی میں رہتا تھا

یہ کل کی بات ہے، دل زندگی میں رہتا تھا   


Kisi tarang kisi sar khushi

« Older posts Newer posts »