Tag: urdushayiri (Page 1 of 10)

Kuch hadson sey gir gaye

Kuch hadson sey gir gaye muhsin zameen par

hum rashke asmaan they abhi kal ki baat hai

کچھ حادثوں سے گر گئے محسن زمین پر
ہم رشک آسمان تھے ابھی کل کی بات ہے

Hum nend key ziada shoqeen to nahin faraz

ہم نیند کے زیادہ شوقین تو نہیں فراز

کچھ خواب نہ دیکھیں تو گزارا نہیں ہوتا

Hum nend key ziada shoqeen to nahin faraz!!

Kuch khuwab na dekhein to guzara nahin hota…

terey har ayeb ko bey ayeb dekha…

Terey har ayeb ko bey ayeb dekha,

Mein ney apni ankhon mein ye ayeb dekha…

تیرے ہر عیب کو بے عیب دیکھا

میں نے اپنی آنکھوں میں یہ عیب دیکھا

Junoon hota hai,har umer mein juda juda

Junoon hota hai,har umer mein juda juda,

Khiloney, ishq, paisa or phir khuda khuda…

جنون ہوتا ہے ہر عمر میں جدا جدا

کھلونے ،عشق ،پیسہ اور پھر خدا خدا

Khak ho key reh gayi barson ki riyazat…

Khak ho key reh gayi barson ki riyazat,

Mujh ko bigar dala teri nazar kharab ney…

خاک ہو کے رہ گئی برسوں کی ریاضت

مجھ کو بگاڑ ڈالا تیری نظر خراب نے

mujhey hukum hua …

Mujhey hukum hua kuch or mang uss ke siwa,

Mein dast-e-talab se uth gaya mujhe talab nahin kisi or ki

مجھے حکم ہوا کچھ اور مانگ اس کے سوا

میں دست طلب سے اٹھ گیا مجھے طلب نہیں کسی اور کی

Zabt lazim hai magar

Zabt lazim hai magar dukh hai qayamat ka Faraz,

Zalim ab ke bhi na roye ga to mar jaye ga..


ضبط لازم ہے مگر دکھ ہے قیامت کا فراز

ظالم اب کے بھی نہ روے گا تو مر جائے گا


Zabt lazim hai magar

Naam hi kaya nishan hi kaya

Naam hi kaya, nishan hi kaya, khuwab oe khayal ho gaye,

Teri misaal de ke hum teri misaal ho gaye…

نام ہی کیا، نشان ہی کیا ،خواب او خیال ہو گئے

تیری مثال دے کے ہم تیری مثال ہو گئے

Aik raat wo gaya tha..

Aik raat wo gaya tha jahan baat rok key,

Ab tak ruka huwa hoon wahin raat rok key …

ایک رات وہ گیا تھا جہاں بات روک کے

اب تک رکا ہوا ہوں وہیں رات روک کے

Sach ko tameez hi nahin…

Sach ko tameez hi nahin baat karney ki,

Jhoot ko dekho kitna metha bolta hai…

سچ کو تمیز ہی نہیں بات کرنے کی

جھوٹ کو دیکھو کتنا میٹھا بولتا ہے

« Older posts