Skip to content

Tag: urdupoetry

Faiz Ahmed Faiz poetry

Chashm num jaan shoridah kaafi nahi

Faiz Ahmed Faiz poetry

Chashm num jaan shoridah kaafi nahi

Tehmat e ishq posheeda kaafi nahi

Aaj bazaar mein pa ba jaulaan chalo

Dast afshaan chalo mast o raqsan chalo

Khaak bar sar chalo khoon badaaman chalo

Raah takta hai sab sheher jaan chalo

Haakim sheher bhi majma e aam bhi

Ter ilzaam bhi sang e dushman bhi

Subh naashaad bhi roz naakaam bhi

Un ka dam saaz apne siwa kaun hai

Sheher jaanah mein ab basafa kaun hai

Dast qaatil ke shayaan raha kaun hai

Rukhsat e dil baandh lo dil figaar o chalo

Phir hamein qatl ho aayein yaaro chalo


Urdu

چشم نم جان شوریدہ کافی نہیںتہمت عشق پوشیدہ کافی نہیںآج بازار میں پا بہ جولاں چلودست افشاں چلو مست و رقصاں چلوخاک بر سر چلو خوں بداماں چلوراہ تکتا ہے سب شہر جاناں چلوحاکم شہر بھی مجمع عام بھیتیر الزام بھی سنگ دشنام بھیصبح ناشاد بھی روز ناکام بھیان کا دم ساز اپنے سوا کون ہےشہر جاناں میں اب با صفا کون ہےدست قاتل کے شایاں رہا کون ہےرخت دل باندھ لو دل فگارو چلوپھر ہمیں قتل ہو آئیں یارو چلو



English

The moist eyes, the wounded soul, are not enough,

The accusations of love, though hidden, are not enough.

Today, let’s go through the market, shoulder to shoulder,

Let’s go with waving hands, in intoxication and dance.

Walking on the dust, with blood on the chest,

The path demands that all beloved cities be visited.

The ruler of the city, and the common gathering,

Your accusations, and the stone of defamation,

The morning is sad, and the day is unsuccessful,

Who but they are the ones to blame, beside themselves?

Who is the pure one in this city of beloveds?

Who deserves the hand of the murderer?

Bind the luggage of the heart, and move, heartbroken, let’s go!

Then let us be slain, O friends, let’s go!


Hindi

आंसू भरी आंखें, चोट लगी जान, काफी नहीं,

प्यार के इलज़ाम, छिपा हुआ होने के बावजूद, काफी नहीं।

आज, बाजार में मिलकर चलें,

हाथ उठाकर और मस्ती और नृत्य में चलें।

धूल पर चलते हुए, सीने पर खून के साथ,

रास्ता यही मांगता है कि सभी प्रिय शहरों को देखा जाए।

शहर का शासक, और सामान्य सभा,

तुम्हारा इलज़ाम, और अपमान का पत्थर,

सुबह दुखी है, और दिन असफल है,

कौन जिम्मेदार है, उनके सिवा कौन है?

प्रियों के इस शहर में कौन पवित्र है?

हत्यारे का हाथ किसका लायक है?

दिल की सामग्री को बांधें, दिल टूटने वाले, चलो हम!

फिर हमें मार डाला जाए, हे दोस्तों, चलो!


ZAROORI NAHIN KE

ضروری نہیں کہ ترازو  انصاف کی علامت ہو 

دوکانداری کی علامت بھی ہو سکتی ہے


ZAROORI NAHIN KE TARAZO INSAAF KI ALAMAT HO

DOKANDAARI KI ALAMAT BHI HOSAKTA HAI


BOHT BE-TARTEEB HAI DUNIA

بہت بے ترتیب ہے دنیا 

یہاں ہر دوسرے کو تیسرا چاہیے


BOHT BE-TARTEEB HAI DUNIA

YAHAN HAR DOSREY KO TESRA CHAHIYE


Roti hui ankhon ki rawani mein marey hain

Roti hui ankhon ki rawani mein marey hain,

Kuch khuwab merey aien jawani mein merey hain…


روتی ہوئی آنکھوں کی روانی میں مرے ہیں

کچھ خواب میرے عین جوانی میں مرے ہیں


Roti hui ankhon ki rawani mein mare hain

Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi

Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi to di,

Par wo maza kahan jo nadaniyun mein tha…


یہ سچ ہے کہ عقل نے مجھ کو پختگی تو دی

پر وہ مزہ کہاں جو نادانیوں میں تھا


Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi

Aik taluq mazeed hai apna

Aik taluq mazeed hai apna,

Tera murshid mureed hai apna…


اک تعلق مزید ہے اپنا

تیرا مرشد مرید ہے اپنا


Aik taluq mazeed hai apna

Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana

Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana,

Aik shakhs ney mujh ko mujh sey hi bezaar kar diya…


کبھی بے وجہ اداسی کبھی بے وجہ الجھنا

ایک شخص نے مجھ کو مجھ سے ہی بیزار کر دیا


Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana

Pochtey kya ho halat meri

Pochtey kya ho halat meri,

Kha gaye mujh ko rawaye terey…


پوچھتے کیا ہو حالت میری

کھا گئے مجھ کو رویے تیرے


Pochtey kya ho halat meri

Kuch hadson sey gir gaye

Kuch hadson sey gir gaye muhsin zameen par

hum rashke asmaan they abhi kal ki baat hai

کچھ حادثوں سے گر گئے محسن زمین پرہم رشک آسمان تھے ابھی کل کی بات ہے

TU MERA HOSLA TO DEKH

تو مرا حوصلہ تو دیکھ داد تو دے کہ اب مجھے

شوق کمال  بھی  نہیں  خوف زوال بھی نہیں

جون ایلیا


TU MERA HOSLA TO DEKH, DAAD TO DE K AB MUJHE

SHOQ E KAMAL BHI NAHIN KHOOF E ZAWAL BHI NAHIN

john alia