Tag: urdupoetry (Page 25 of 36)

Laga kar aagh shehr ko ye badshah ney kaha

Laga kar aagh shehr ko ye badshah ney kaha,

Otha hai dil mein tamashey ka aaj shoq bhut,

Jhuka key sar ko sabhi shah parsat bol othey,

Huzor ka shoq salamat rahey,shehr our bhi bhut


لگا کر آگ شہر کو یہ بادشاہ نے کہا

اٹھا ہے دل میں تماشے کا آج شوق بہت

جھکا کے سر کو سبھی شاہ پرست بول اٹھے

حضور کا شوق سلامت رہے ،شہر اور بہت


Manzilein bhi uss ki thein,raasta bhi uss ka tha

Manzilein bhi uss ki thein,raasta bhi uss ka tha,

Aik mein akeela tha, qafila bhi uss ka tha,

Phir raasta badalney ka fasila bhi uss ka tha,

Aaj kyun akeela hoon? dil sawal karta hai,

Log to ussi key they, kya khuda bhi uss ka tha?


منزلیں بھی اس کی تھیں ، راستہ بھی اس کا تھا

ایک میں اکیلا تھا، قافلہ بھی اس کا تھا

ساتھ ساتھ چلنے کی سوچ بھی اس کی تھی

پھر راستہ بدلنے کا فیصلہ بھی اس کا تھا

آج کیوں اکیلا ہوں ؟ دل سوال کرتا ہے

لوگ تو اسی کے تھے، کیا خدا بھی اس کا تھا ؟


« Older posts Newer posts »

© 2025 EAGLE SITE

Theme by Anders NorenUp ↑