Tu meri aman pasandi ko
Tu meri aman pasandi ko ghalat naam na de Waar sehta he nahin, waar bhi kar sakta hoon... تو میری امن پسندی کو غلط نام نہ دے وار سہتا ہی…
Tu meri aman pasandi ko ghalat naam na de Waar sehta he nahin, waar bhi kar sakta hoon... تو میری امن پسندی کو غلط نام نہ دے وار سہتا ہی…
Haalat burey they magar rakhti thi nawab bana kar, Hum ghareeb they ye sirf meri maa janti thi... حالات بُرے تھے مگر رکھتی تھی نواب بنا کر ہم غریب تھے…
Zindagi kuch to bharam to meri ahbab ka rakh, Sarey chehrey to merey samany uriyan na kar... زندگی، کچھ تو بھرم تُو مِیرے احباب کا رکھ سارے چہرے تو مِیرے…
Kahan hain wo apni wada ghahein,har cheez badal gayi yahan to, Mein shehr-e- wafa sey aarha hoon,koi bhi nahin mila wahan to... کہاں ہیں وہ اپنی وعدہ گاہیں, ہر چیز…
Tamam umer guzari hum ney hijratein kartey, Humarey naam ki takhti kisi makan pey nahi... تمام عمر گزاری ہم نے ہجرتیں کرتے ھمارے نام کی تختی کسی مکان پہ نہیں
Piyas aisi ke pi jaon samandar sarey, Naseeb aesa ke meyasar zehr tak nahin... پیاس ایسی کہ پی جاوُ ں سمندر سارے نصیب ایسا کہ میسر زہر تک نہیں
Lehron sey lara karta hoon mein darya mein utar kar, Sahil pey kharey ho kar sazish nahin karta... لہروں سے لڑا کرتا ہوں میں دریا میں اتر کر ساحل پہ…
Paron sey bandh kar pathar,mujhey udata hai, Ajeeb shaks hai, phir taliyan bajata hai... پروں سے باندھ کر پتھر ، مجھے اڑاتا ہے عجیب شخص ہے ، پھر تالیاں بجاتا…
Aik na aik din to tumhe pa he lein gein, Thokrein zehr to nahin jo kha kar mar jaen gein... ایک نہ ایک دن تو تمہیں پا ہی لیں گے…
Umar bhar rahey teri justaju mein hum, Tu na mila kisi kafir ko janat ki traha... عمر بھر رہے تیری جستجو میں ہم تو نہ مِلا کسی کافر کو جنت…