Skip to content

Tag: twolinerspoetry

Ab talkhiyon ka saamna karne ka waqt hai

Ab talkhiyon ka saamna karne ka waqt hai
اب تلخیوں کا سامنا کرنے کا وقت ہے

Ab umr khawab dekhne wali nahin rahi
اب عُمر خواب دیکھنے والی نہیں رہی


Ab talkhiyon ka saamna karne ka waqt hai
Ab talkhiyon ka saamna karne ka waqt hai

Tu meri aman pasandi ko ghalat naam na de

Tu meri aman pasandi ko ghalat naam na de
تو میری امن پسندی کو غلط نام نہ دے

Waar sahta hi nahin, waar bhi kar sakta hoon
وار سہتا ہی نہیں، وار بھی کر سکتا ہوں


Tu meri aman pasandi ko ghalat naam na de
Tu meri aman pasandi ko ghalat naam na de

Koofe ke baad aisi hawa dil mein chal padi

Koofe ke baad aisi hawa dil mein chal padi
کوفے کے بعد ایسی ہوا دل میں چل پڑی

Hum ne kisi bhi khat pe bharosa nahin kiya
ہم نے کسی بھی خط پہ بھروسہ نہیں کیا



Mujh se kya doobne walon ka pata poochhte ho

Mujh se kya doobne walon ka pata poochhte ho?
مجھ سے کیا ڈوبنے والوں کا پتا پوچھتے ہو؟

Main samundar ka hawala hoon, na kinare ki misaal.
میں سمندر کا حوالہ ہوں، نہ کنارے کی مثال۔


Mein samandar ka hawala

Mujhe bhool jaane ka da’wa apni jagah

Mujhe bhool jaane ka da’wa apni jagah
مُجھے بھول جانے کا دعوٰی اپنی جگہ

Mere naam par tera chonknā achha laga
میرے نام پر تیرا چونکنا اچھا لگا


Mujhey bhool jaaney ka dawa apni jaga

Sahi waqt par karwa denge hudood ka ehsaas

Sahi waqt par karwa denge hudood ka ehsaas
سہی وقت پر کروا دینگے حدود کا احساس

Kuch talab khud ko samundar samajh baithay hain
کچھ تلاب خود کو سمندر سمجھ بیٹھے ہیں


Sahi waqat per karwa dein gey hudood ka ahsaas

Sehan gurbat mein Qaza der sey mat aaya

Sehan gurbat mein Qaza der sey mat aaya kar,

Kharch tadfeen ka ho jata hai bemaari per…


صحن غربت میں قضا دیر سے مت آیا کر

خرچ تدفین کا ہو جاتا ہے بیماری پر


Sehan gurbat mein Qaza der sey mat aaya kar

Hoti rahe khilaaf mere sheher ki hawa

Hoti rahe khilaaf mere sheher ki hawa
ہوتی رہے خلاف میرے شہر کی ہَوا

Main ne bhi har mizaaj ka theka nahi liya
میں نے بھی ہر مزاج کا ٹھیکہ نہیں لیا


silhouette of person on cliff beside body of water during golden hour

Jitna zawal sehna tha, seh liya hum ne

Jitna zawal sehna tha seh liya hum ne
جتنا زوال سہنا تھا سہ لیا ہم نے

Ab tareekh likhi jaaye gi apne urooj ki
اب تاریخ لکھی جائے گی اپنے عروج کی


Jitna zawal sehna tha,seh liya hum ney