Mein kabhi aadam,kabhi moussa,kabhi yaqoob hoon
Mein kabhi aadam,kabhi moussa,kabhi yaqoob hoon, Naiza abrahim hoon,naslein hain meri be-shumaar ... میں کبھی آدم ,کبھی موسہ ,کبھی یاقوب ہوں نیزا ابراھیم ہوں,نسلیں ہیں میری بے شمار Read More
Mein kabhi aadam,kabhi moussa,kabhi yaqoob hoon, Naiza abrahim hoon,naslein hain meri be-shumaar ... میں کبھی آدم ,کبھی موسہ ,کبھی یاقوب ہوں نیزا ابراھیم ہوں,نسلیں ہیں میری بے شمار Read More
Sehan gurbat mein Qaza der sey mat aaya kar, Kharch tadfeen ka ho jata hai bemaari per... صحن غربت میں قضا دیر سے مت آیا کر خرچ تدفین کا ہو…
Jo bhi aata hai,batata hai naya koi ilaaj, Batt na jaye tera bemaar masihaun mein... جو بھی آتا ہے بتاتا ہے نیا کوئی علاج بٹ نہ جاۓ تیرا بیمار مسیحاؤں…
Meri har aik umeed ka Qatil, Tera aik lafz khuda hafiz... میری ہر ایک امید کا قاتل تیرا ایک لفظ خدا حافظ m Read More
Yun hi na tatolein humein lafzoon mein hamarey, Hum baat nahin baat key many mein milein gey... یونہی نہ ٹٹولو ہمیں لفظوں میں ہمارے ہم بات نہیں بات کے معنی…
Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni, Roz aik nuqs naya mujh mein nikal aata hai... روز تھکتا ہوں میں کر کر کے مرمت اپنی روز اک نقص…
Bhut nazdeek reh kar bhi anaein aik jesi hain, Takaluf wo nahin karte mukhatib hum nahin karte... بہت نزدیک ره کر بهی انائیں ایک جیسی ہیں تکلف وه نہیں کرتے…
Hoti rahey khilaf merey shehr ki hawa, Mein ney bhi har mizaaj ka thaika nahin liya... ہوتی رہے خلاف میرے شہر کی ہَوا میں نے بھی ہر مزاج کا…
Jitna zawal sehna tha,seh liya hum ney, Aab tareekh likhi jayi gi,apney uroojh ki... جتنا زوال سہنا تھا سہ لیا ہم نے اب تاریخ لکھی جائے گی اپنے عروج کی…