Tag: statuspoetry (Page 4 of 10)

Wahi shaks meri laskar sey baghawa

Wahi shaks meri laskar sey baghawat kar gaya,

Jeet kar saltanat jis key naam karni thi…


وہی شخص میرے لشکر سے بغاوت کر گیا

جیت کر سلطنت جس کے نام کرنی تھی


Wahi shaks meri laskar sey baghawa

Dastaan ho jaen gey….

اوڑھ کر مٹی کی چادر بے نشان ہو جایں گے

ایک دن آے گا ہم بھی داستان ہو جایں گے

Odd kar mitti ki chadar bey nishan ho jaen gein,

Aik din aaye ga hum bhi dastaan ho jaen gein…

har hadsa..

بخشا ہےٹھوکروں نے سمبہلنے کا حوصلہ

ہر حادثہ خیال کو گہرائی دے گیا

Bakhsha hai thokiroon ney sambhalney ka hosla

Har hadsa khayal ko gherayi dey gaya…

Sadqa deti hai…

Nahin hai rabta phir bhi wo sadqa deti hai,

Usey pata hai mein aksar safar mein rehta hoon…


نہیں ہے رابطہ پھر بھی وہ صدقہ دیتی ہے
اسے پتہ ہے میں اکثر __ سفر میں رہتا ہوں


Sadqa deti hai

Miltey gaye…

ملتے گئے ہر موڑ پہ ہمدرد ہزاروں

لگتا ہے اس شہر میں اداکار بہت ہیں

Miltey gaye har mod pey hamdard hazaron,

Lagta hai iss shehr mein adakar bhut hain…

yaad-e-khuda …

یاد خدا کے ساتھ ساتھ ، آتی رہی کسی کی یاد

اور بھی ایک نماز ہم ، پڑھتے رہے نماز میں

Yaad-e-khuda key sath sath,aati rahi kisi ki yaad,

Our bhi aik namaz hum,parhtey rahey namaz mein…

silsila fajir tak..

سلسلہ فجر تک جا پوہنچا آذان عشا ہ سے

ہم خیال یار میں بیٹھے وضو ہی کرتے رہے

Silsila fajir tak jaa pohncha,aazan-e-issha sey,

Hum khayal yaar mein bethey waazo he kaartey rahey…

Charagh khud bhi….

تمہارا تو بس ہواؤں پہ شق گیا ہوگا

چراغ خود بھی تو جل جل کہ تھک گیا ہوگا

Tumhara to bus hawaon pe shaq gaya hoga,

Charagh khud bhi to jal jal ke thak gaya hoga…

mera kirdar…..

میرا کردار نہ تھا ، میری کہانی میں کوئی

بیٹھ کر دور سے ، بس اپنا تماشا دیکھا

Mera kirdaar na tha,meri kahani mein koi,

Beth kar door sey,bus apna tamasha dekha…

zara sambhal kar….

یہاں سب کچھ بکتا ہے ذرا سمبھل کر رہنا

لوگ ہواؤں کو بھی بیچ دیتے ہیں غباروں میں بھر کر

Yahan sub kch bikta hai zara sambhal kar rehna,

Log hawaon ko bhi bech detey hain,ghubaron mein bhar kar…

« Older posts Newer posts »