Home » statuspoetry » Page 3
Subha key takht nasheen,shaam ko mujrim therye, Hum ney pal bhar mein naseebon ko badaltey dekha…
Ye sharat-e-ulfat bhi ajab hai Muhsin, Mein pora utarta hoon,wo mayar badal detey hain…
Aik terey karam ki khatir roz-e-mehshar pey yaa rab, Mein ghunah laaya hoon be-hisaab laaya hoon…
Khud-ba-khud chorh gaye hain to chalo theek hua, Itney ahbab kahan hum sey sambhaley jaatey, Hum bhi Ghalib ki tarahan koncha-e-janan sey Muhsin, Na nikaltey…
Aik firoon ka ronaa nahin hai merey liye, Mein ney har shakhs key tewar mein khuda dekha hai…
Parinda udd gaya akhir ye keh kar khushk jheelon sey, Mujhey majboor hijraat pey,merey halaat kartey hain…
Shairoon sey taluq rakho tabiyat theek rahey gi, Sahab ye wo hakeem hain, jo lafzon sey ilaaj kartey hain…
Wahi shaks meri laskar sey baghawat kar gaya, Jeet kar saltanat jis key naam karni thi…