Home » poetrycollection » Page 8
مطلوب ہمیشہ ساکت ہوتا ہے ہمیشہ طالب ہی اس کے گرد گھومتے ہیں ۔
بڑا ناز تھا عدم ، اُن کی چاہت کا اب کہاں چھپائیں ، ندامتیں اپنی
Wo jo khawab they merey zehn mein, Na mein keh saka,na likh saka, Key ziban mili,to katti hui, key qalam mila to bika huya…
Ab to har haath ka pathar humen phchanta hai, Umar guzri hai,tere shehir aate jaate…
Tum sey pehley wo jo aik shaks yahan takht nasheen tha, Uss ko apney khuda honey pey itna hi yaqeen tha…
Ziban pey muhar lagana to koi baat nahin, Badal sako to badal do merey khayalon ko…
ہمارے حصے میں ہمیشہ۔ عذر آئے، جواز آئے، اصول آئے
Mujhey maloom tha sab,mera wijdaan kehta tha, Ek hadsa darpesh hona hai,mujhey darwesh hona hai…
Ye jo raqs hai mera farsh per,yahi ley udda mujhey arsh per, Meri zaat mein jo dhamal hai,terey ishq ka kamal hai…
Aagahi mujh ko kha gayi warna, Mein ney jeena tha apney marn ey tak…