Ab to har haath ka… March 18, 2025 / Admin / 2 CommentsAb to har haath ka pathar humen phchanta hai,Umar guzri hai,tere shehir aate jaate…ابّ تو ہر ہاتھ کا پتھر ہمیں پہچانتا ہےعمر گزری ہے تیرے شہر اتے جاتے
Tum sey pehley… March 17, 2025 / Admin / 0 CommentsTum sey pehley wo jo aik shaks yahan takht nasheen tha,Uss ko apney khuda honey pey itna hi yaqeen tha…تم سے پہلے وہ جو اک شخص یہاں تخت نشین تھااس کو بھی اپنے خدا ہونے پہ اتنا ہی یقین تھا
Ziban pey muhar lagana… March 17, 2025 / Admin / 2 Commentsزبان پہ مہر لگانا تو کوئی بات نہیںبدل سکو تو بدل دو میرے خیالوں کوZiban pey muhar lagana to koi baat nahin,Badal sako to badal do merey khayalon ko…
mujhey maloom tha… March 17, 2025 / Admin / 0 Commentsمجھے معلوم تھا سب میرا وجدان کہتا تھااک حادثہ درپیش ہونا ہے مجھے درویش ہونا ہےMujhey maloom tha sab,mera wijdaan kehta tha,Ek hadsa darpesh hona hai,mujhey darwesh hona hai…
Ye jo raqs hai mera… March 17, 2025 / Admin / 2 Commentsیہ جو رقص ہے میرا فرش پر ،یہی لے اڑا مجھے عرش پرمیری ذات میں جو دھمال ہے ، تیرے عشق کا کمال ہےYe jo raqs hai mera farsh per,yahi ley udda mujhey arsh per,Meri zaat mein jo dhamal hai,terey ishq ka kamal hai…
Aagahi mujh ko… March 16, 2025 / Admin / 0 Commentsآگہی مجھ کو کھا گئی ورنہمیں نے جینا تھا اپنے مرنے تکAagahi mujh ko kha gayi warna,Mein ney jeena tha apney marney tak…
Ameer-e-shehr… March 16, 2025 / Admin / 0 Commentsامیر شہر کا لہجہ مجھے منظور نہیںاسے ضرور یہ کہنا اپنی حد میں رہےAmeer-e-shehr ka lehja mujhey manzoor nahin,Usey zaroor ye kehna, apni had mein rahey…
Merey ousaaf sey hoti… March 16, 2025 / Admin / 0 Commentsمیرے اوصاف سے ہوتی نہیں پہچان میریاپنے عیبوں سے نمایاں ہوں ہمیشہ کی طرحMerey ousaf sey hoti nahin pehchan meri,Apney aiboun sey numayan hoon hemesha ki taraha…
Zabt darya ka bhi… March 16, 2025 / Admin / 2 Commentsضبط دریا کا بھی دیکھا ہے ہم نےبوجھ پڑتے ہی کناروں سے الجھ پڑتا ہےZabt darya ka bhi dekha hai hum ney,Bojh partey hi kinaron sey uljh parta hai…