Tag: facebookstatuspoetry (Page 4 of 6)

Raakh rahoon mein….

طلب عشق مٹا دی ہم نے

اس کو روکا نہ صدا دی ہم نے

خواب لوگوں نے جلا ڈالے تھے

راکھ راہوں میں اڑا دی ہم نے

Talab ishiq mitta di hum ney,

Uss ko roka na sada di hum ney,

Khawab logon ney jala daley they,

Rakh rahoon mein udda di hum ney…

Ek sajda suljha deta hai..

ہزاروں سوچیں الجھا تی ہیں مجھے

مگر ایک سجدہ سلجھا دیتا ہے سب

Hazaroon sochein uljhati hain mujhey,

Magar aik sajda suljha deta hai sab…

Lafzon sey ilaaj kartey hain…

شاعروں سے تعلق رکھو طبیعت ٹھیک رہے گی

صاحب یہ وہ حکیم ہیں، جو لفظوں سے علاج کرتے ہیں

Shairoon sey taluq rakho tabiyat theek rahey gi,

Sahab ye wo hakeem hain, jo lafzon sey ilaaj kartey hain…

Wahi shaks meri laskar sey baghawa

Wahi shaks meri laskar sey baghawat kar gaya,

Jeet kar saltanat jis key naam karni thi…


وہی شخص میرے لشکر سے بغاوت کر گیا

جیت کر سلطنت جس کے نام کرنی تھی


Wahi shaks meri laskar sey baghawa

Bilkul itwaar lagta hai..

,دیر سے آ کر پھر جلد جانے کا اصرار کرتا ہے

. وہ شخص تو عادتوں میں بلکل اتوار لگتا ہے

Der sey aa kar phir jald janey ka israar karta hai,

Wo shaks to adaton mein bilkul itwaar lagta hai…

Dastaan ho jaen gey….

اوڑھ کر مٹی کی چادر بے نشان ہو جایں گے

ایک دن آے گا ہم بھی داستان ہو جایں گے

Odd kar mitti ki chadar bey nishan ho jaen gein,

Aik din aaye ga hum bhi dastaan ho jaen gein…

Bari tawaja..

اتنے نہ تھے نازک کہ ہاتھوں سے مسلے جاتے

ہم کو تو عدم بڑی توجہ سےمارا گیا

Itney na they nazuk key hathon sey masley jaatey ,

Hum ko to adam bari tawaja sey mara gaya…

Parindey lout atey hain..

پرندے لوٹ آتے ہیں ،مگر یہ آدمی عابی

ذرا سے پر نکلتے ہی ٹھکانہ چھوڑ جاتے ہیں

Parindey lout aatey hain,magar ye aadmi aabi

Zara sey par nikaltey he thikana chor jaatey hain…

har hadsa..

بخشا ہےٹھوکروں نے سمبہلنے کا حوصلہ

ہر حادثہ خیال کو گہرائی دے گیا

Bakhsha hai thokiroon ney sambhalney ka hosla

Har hadsa khayal ko gherayi dey gaya…

Sadqa deti hai…

Nahin hai rabta phir bhi wo sadqa deti hai,

Usey pata hai mein aksar safar mein rehta hoon…


نہیں ہے رابطہ پھر بھی وہ صدقہ دیتی ہے
اسے پتہ ہے میں اکثر __ سفر میں رہتا ہوں


Sadqa deti hai

« Older posts Newer posts »