Ghurbat na dey saki mere zameer ko shikast
غربت نہ دے سکی میرے ضمیر کو شکست
Jhuk kar kisi ameer se milta nahi hoon mein
جھک کر کسی امیر سے ملتا نہیں ہوں میں
Ghurbat na dey saki mere zameer ko shikast
غربت نہ دے سکی میرے ضمیر کو شکست
Jhuk kar kisi ameer se milta nahi hoon mein
جھک کر کسی امیر سے ملتا نہیں ہوں میں
Jo ibraat sey bhi na samjhey,dalail bhi na maney-
To qayamat khud bataye gi,qayamat kyun zaroori thi…

Ye alag baat hai suni gayi teri
یہ الگ بات ہے سنی گئی تیری
Warna khuda to mera bhi wahi tha
ورنہ خدا تو میرا بھی وہی تھا
Umar bhar hum yun hi ghalati karte rahe Ghalib
عمر بھر ہم یوں ہی غلطی کرتے رہے غالب
Dhool chehre pe thi aur hum aaina saaf karte rahe
دھول چہرے پہ تھی اور ہم آئینہ صاف کرتے رہے