Skip to content

Zameen ki pusht tahammul se duhari ho jaaye

زمیں کی پُشت تحمل سے دُہری ہو جائے
Zameen ki pusht tahammul se duhari ho jaaye

اگر وہ بوجھ اٹھائے جو ہم اُٹھاتے ہیں
Agar woh bojh uthaye jo hum uthatay hain

ہمیں بُجھانے کو اندر کا حبس کافی ہے
Humein bujhanay ko andar ka habs kaafi hai

ہوا مزاجوں کا احسان کم اُٹھاتے ہیں
Hawa mizajon ka ehsaan kam uthatay hain


— پروینؔ شاکر
— Parveen Shakir

Published inPoetry

Be First to Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *