Wafa-e-ishiq hoon,ab bikhar jaon to behtar hai,

Jidhar jaatey hain ye badal,udhar jaon to behtar hai,

Ye dil kehta hai terey shehr mein kuch din thehir jaon,

Magar haalat kehtey hain,ghar jaon to behtar hai,

Dilon mein farak aye gein ,taluq toot jayen gein,

Jo dekha,jo sunna uss sey mukar jaon to behtar hai,

Yahan hai kon mera jo mujhey samjhey ga,

Mein koshish kar key ,ab khud he sudhar jaon to behtar hai…


Urdu