Tag: urdupoetry (Page 4 of 39)

Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi

Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi to di,

Par wo maza kahan jo nadaniyun mein tha…


یہ سچ ہے کہ عقل نے مجھ کو پختگی تو دی

پر وہ مزہ کہاں جو نادانیوں میں تھا


Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi

Aik taluq mazeed hai apna

Aik taluq mazeed hai apna,

Tera murshid mureed hai apna…


اک تعلق مزید ہے اپنا

تیرا مرشد مرید ہے اپنا


Aik taluq mazeed hai apna

Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana

Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana,

Aik shakhs ney mujh ko mujh sey hi bezaar kar diya…


کبھی بے وجہ اداسی کبھی بے وجہ الجھنا

ایک شخص نے مجھ کو مجھ سے ہی بیزار کر دیا


Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana

Pochtey kya ho halat meri

Pochtey kya ho halat meri,

Kha gaye mujh ko rawaye terey…


پوچھتے کیا ہو حالت میری

کھا گئے مجھ کو رویے تیرے


Pochtey kya ho halat meri

Kuch hadson sey gir gaye

Kuch hadson sey gir gaye muhsin zameen par

hum rashke asmaan they abhi kal ki baat hai

کچھ حادثوں سے گر گئے محسن زمین پر
ہم رشک آسمان تھے ابھی کل کی بات ہے

BUS AIK LA HASIL SI

بس اک لاحاصل سی ہو گئی ھے زندگی

سفر بھی روز کا ھے اور جانا بھی کہیں نہیں


BUS AIK LA HASIL SI HO GAI HAI ZINDAGI

SAFAR BHI ROZ KA HAI OR JANA BHI KAHIN NAHIN


Koi janta hai kisi jinnah ko

Koi janta hai kisi jinnah ko,

Mujhey ak shakhs sey azaadi chahye…


کوئی جانتا ہے کسی جناح کو

مجھے اک شخص سے آزادی چاہیے


Koi janta hai kisi jinnah ko

Kabhi mehfilon mein tanha kabhi

Kabhi mehfilon mein tanha kabhi kilkaton mein hangma,

Aye dil teri fitna gari mujhey kaya sey kaya kar gayi…


کبھی محفلوں میں تنہا کبھی خلوتوں میں ہنگامہ

اے دل تیری فتنہ گری مجھے کیا سے کیا کر گیی


Kabhi mehfilon mein tanha kabhi khilkaton mein

mohabbat ab nahin hogi…

ستارے جو دمکتے ہیں
کسی کی چشمے حیراں میں
ملاقاتیں جو ہوتی ہیں
جمال ا ابرو باراں میں
یہ نہ آباد وقتوں میں
دل ناشاد میں ہوگی
محبت اب نہیں ہوگی
یہ کچھ دن بعد میں ہوگی
گزر جایں گے جب یہ دن
یہ ان کی یاد میں ہوگی

Meri misaal dhuwan hai bujhey charaghon ka

Meri misaal dhuwan hai bujhey charaghon ka,

Jab apna sog manata hon, raqs karta hon…

میری مثال دھواں ہے بجھے چراغوں کا

جب اپنا سوگ مناتا ہوں، رقص کرتا ہوں

« Older posts Newer posts »