Wo jo khawab they merey… July 2, 2025 / Admin / 0 Comments Wo jo khawab they merey zehn mein, Na mein keh saka,na likh saka, Key ziban mili,to katti hui, key qalam mila to bika huya… وہ جو خواب تھے میرے ذہن میں نہ میں کھ سکا نہ لکھ سکا کہ زبان ملی تو کٹی ہوئی کہ قلم ملا تو بکا ہوا
Ab to har haath ka… July 2, 2025 / Admin / 2 Comments Ab to har haath ka pathar humen phchanta hai, Umar guzri hai,tere shehir aate jaate… ابّ تو ہر ہاتھ کا پتھر ہمیں پہچانتا ہے عمر گزری ہے تیرے شہر اتے جاتے
Tum sey pehley… July 2, 2025 / Admin / 0 Comments Tum sey pehley wo jo aik shaks yahan takht nasheen tha, Uss ko apney khuda honey pey itna hi yaqeen tha… تم سے پہلے وہ جو اک شخص یہاں تخت نشین تھا اس کو بھی اپنے خدا ہونے پہ اتنا ہی یقین تھا
Ziban pey muhar lagana… July 2, 2025 / Admin / 2 Comments زبان پہ مہر لگانا تو کوئی بات نہیں بدل سکو تو بدل دو میرے خیالوں کو Ziban pey muhar lagana to koi baat nahin, Badal sako to badal do merey khayalon ko…
mujhey maloom tha… July 1, 2025 / Admin / 0 Comments مجھے معلوم تھا سب میرا وجدان کہتا تھا اک حادثہ درپیش ہونا ہے مجھے درویش ہونا ہے Mujhey maloom tha sab,mera wijdaan kehta tha, Ek hadsa darpesh hona hai,mujhey darwesh hona hai…
Ye jo raqs hai mera… July 1, 2025 / Admin / 2 Comments یہ جو رقص ہے میرا فرش پر ،یہی لے اڑا مجھے عرش پر میری ذات میں جو دھمال ہے ، تیرے عشق کا کمال ہے Ye jo raqs hai mera farsh per,yahi ley udda mujhey arsh per, Meri zaat mein jo dhamal hai,terey ishq ka kamal hai…
Aagahi mujh ko… July 1, 2025 / Admin / 0 Comments آگہی مجھ کو کھا گئی ورنہ میں نے جینا تھا اپنے مرنے تک Aagahi mujh ko kha gayi warna, Mein ney jeena tha apney marn ey tak…
Ameer-e-shehr… June 30, 2025 / Admin / 0 Comments امیر شہر کا لہجہ مجھے منظور نہیں اسے ضرور یہ کہنا اپنی حد میں رہے Ameer-e-shehr ka lehja mujhey manzoor nahin, Usey zaroor ye kehna, apni had mein rahey…