Home » urdupoetry » Page 17
Yaad-e-khuda key sath sath,aati rahi kisi ki yaad, Our bhi aik namaz hum,parhtey rahey namaz mein…
Silsila fajir tak jaa pohncha,aazan-e-issha sey, Hum khayal yaar mein bethey waazo he kaartey rahey…
Tumhara to bus hawaon pe shaq gaya hoga, Charagh khud bhi to jal jal ke thak gaya hoga…
Mera kirdaar na tha,meri kahani mein koi, Beth kar door sey,bus apna tamasha dekha…
Yahan sub kch bikta hai zara sambhal kar rehna, Log hawaon ko bhi bech detey hain,ghubaron mein bhar kar…
Mein aik kirdaar sey bara tang hoon,Qalam kaar, Mujhey kahani mein daal,Ghussa nikalna hai…
Mein udass raasta hoon shaam ka,mujhey aahtoon ki talash hai, Ye raastey hain saarey bujhey bujhey,mujhey jhugnuon ki talah hai, Wo jo aik dariya tha…
Kesey keh dun ke thaak gaya hoon mein, Jaaney kis kis ka hosla hoon mein…
Koi shikwa nahin tum sey,agar ho bhi to kya hasil, Wahi raasmi saa jumla,meeri majbooriyan samjho… کوئی شکوہ نہیں تم سے ، اگر ہو بھی…
Onchi imaraton mein chup gaya makan mera, Kch log merey hissey ka suraj bhi laye gaye…