Home » urdupoetry » Page 13
Phir yun huya key,ek dosrey ko taktey rahey der tak, Wo andazey bayan sey qasir , mein lafzey ibtida sey aajiz…
Shayiri likh raha tha gareebi par, Qalam he farokht karna para akhir…
Hum madina mizaaj logon ki, Zindagi katt rahi hai kufey mein…
Aik terey karam ki khatir roz-e-mehshar pey yaa rab, Mein ghunah laaya hoon be-hisaab laaya hoon…
Khud-ba-khud chorh gaye hain to chalo theek hua, Itney ahbab kahan hum sey sambhaley jaatey, Hum bhi Ghalib ki tarahan koncha-e-janan sey Muhsin, Na nikaltey…
Aik firoon ka ronaa nahin hai merey liye, Mein ney har shakhs key tewar mein khuda dekha hai…
Parinda udd gaya akhir ye keh kar khushk jheelon sey, Mujhey majboor hijraat pey,merey halaat kartey hain…
Click here to read in Urdu Gurbat na de saki merey zameer ko shikast, Jhuk kar kisi ameer sey milta nahi hoon mein…
Click here to read in English غربت نہ دے سکی میرے ضمیر کو شکست جھک کر کسی امیر سے ملتا نہیں ہوں میں
Urdu Jo ibraat sey bhi na samjhey,dalail bhi na maney- To qayamat khud bataye gi,qayamat kyun zaroori thi…