Home » urdupoetry » Page 11
SAB JIN KEY LIYE JHULIYAN PHELAYE HUYEN HAIN WO RANG MERI ANKH KEY TUKHRAAYE HUYE HAIN AIK TUM HO KEY SHOHRAT KI HAWAS HI NAAHI…
Tareekh hazaroon saloon mein bus itni si badali hai, Tab dour tha pathar ka aab log hain pathar key….
KUCH LOG ISI LIYE YAHAN BEKAAR MAAR GAYE UN SEY BHI PEHLEY UN KEY AZADAAR MAAR GAYE YE PAGHRIYAAN MILI HAIN WIRASAAT MEIN YAANI TUM…
Ilzam-e-awargi key dar sey chor diya shehr apna, Warna ye choti si umer ,pardes key Qabil to na thi…
Raabtey bhi rakhta hoon,raastey bhi rakhta hoon, Logon sey bhi milta hoon,fasiley bhi rakhta hoon…
Chal para hoon zamaney key asolon pey Muhsin Mein bhi ab apni he baton sey mukar jata hoon…
Yaroon ki hujatein hoon key geroon ki tuhmatein, Jis rang mein raha hoon numaya raha hoon mein…
Chaman mein our bhi hain ghonseley parindon key, Merey hi pechey kyun bijliyan lagi hui hain…
Kitni ziddi hain ye tamnaein, Jesey bachey ameer logo key…
Iss shehr key andaz ajab dekhey hain,yaaro Gongon sey kaha jata hai behron ko pukaro…