Home » urdupoetry » Page 10
CHASM E TAR NA RAAHI, BAAT WO PEHLEY JESI AAYE GHAM E JANAN YE ZYA , DIL KA ZYA HAI KEY NAHIN?
NA JAANEY KOUN SA AASEB DIL MEIN BASTA HAI KEY JO BHI TEHRA WO AKHIR MAKAR CHOR GAYA
WAHAN BHI REHTEY HAIN JIS JAGA DIL NAHIN HOTA MUSAFIRON KA PATA MUSTAKIL NAHIN HOTA RAKHA HUA HAI JO ITNO KO TUM NEY DIL MEIN…
CHALO AB GHAR CHALEIN MUHSIN BOHT AWARGI KAR LI WO SAB MAKTAB KEY SAATHI THEY UNHEIN AKHIR BICHARNA THA
Sitam to ye hai key, hamarey sifon mein shamil hain, Charagh bujhtey he khima badalney waaley log…
Dil-o- dimag mutafiq na huye paak our hind ki taraha, Ye mohabat mujhey masla-e-kashmir lagti hai…
Uljhanein mein ney kayi jhuk kar bhi suljhaein hain, Log saarey to nahi Qad key barabar hotey…
Taak mein dushman bhi they our pusht par ahbaab bhi, Teer pehla kis ney maara ye kahani phir sahi…
Falak mein aagh lag jaati,jo dono robaron hotey, Ghurub-e-shams lazim tha,tuluh-e-chaand sey pehle…