
Buss khatam kar ye baazi-e-ishq
Buss khatam kar ye baazi-e-ishq Ghalib, Muqadar key haarey kabhi jeeta nahin kartey بس ختم کر یہ بازی ے عشق غالب مقدر کے ہارے کبھی جیتا نہیں کرتے
Buss khatam kar ye baazi-e-ishq Ghalib, Muqadar key haarey kabhi jeeta nahin kartey بس ختم کر یہ بازی ے عشق غالب مقدر کے ہارے کبھی جیتا نہیں کرتے
Baad mudat key hum ko yaad aya, Chahatein ger sey nahin kartey بعد مدت کے ہم کو یاد آیا چاہتیں غیر سے نہیں کرتے
Ab key toota hai to kuch chain sey betha hai zara, Warna is dil ney dekhaney they tamashey kya kya اب کے ٹوٹا ہے تو کچھ چین سے بیٹھا ہے…
Qasid key aatey aatey khat aik our likh rakhon, Mein jaanta hoon jo wo likhein gein jawab mein قاصد کے آتے آتے خط ایک اور لکھ رکھوں میں جانتا ہوں…
Mera sedha sadha mizaaj tha,mujhey ishq honey ki kya khabar, Tera aik nazar wo dekhna merey sarey shoq badal gaya میرا سیدھا سادھ مزاج تھا ،مجھے عشق ہونے کی کیا…
Jis key khayal sey labon pey tabasum ajaye, Haaye kya aalam ho agar wo robaro aajaye... جس کے خیال سے لبوں پے تبسم آجاۓ ہاے کیا عالم ہو اگر وہ…
Muqadar ki zanjeer sey bandhey hum bebas log, Umar guzar detey hain,mujizon key intezar mein... مقدر کی زنجیر سے بندهے ہم بے بس لوگ عمر گز ار دیتے هیں معجزوں کے انتظار…
Sitaam zamaney key hum ko na dey sakein gey shikast, Hum aesey log hain jo muskra key jitey hain... ستم زمانے کے ہم کو نہ دے سکیں گے شکست ہم…
Wo bhi apney na huye dil bhi gaya hathon sey, Aesey aaney sey to behtar tha na aana un ka... وہ بھی اپنے نا ہوٸے دل بھی گیا ہاتھوں سے…
Aab talkhiyon ka samna karney ka waqat hai, Aab umar khawab dekhney wali nahin rahi... ابّ تلخیوں کا سامنا کرنے کا وقت ہے اب عُمر خواب دیکھنے والی نہیں رہی