Tag: shaiyari

Wahi shaks meri laskar sey baghawa

Wahi shaks meri laskar sey baghawat kar gaya,

Jeet kar saltanat jis key naam karni thi…


وہی شخص میرے لشکر سے بغاوت کر گیا

جیت کر سلطنت جس کے نام کرنی تھی


Wahi shaks meri laskar sey baghawa

har hadsa..

بخشا ہےٹھوکروں نے سمبہلنے کا حوصلہ

ہر حادثہ خیال کو گہرائی دے گیا

Bakhsha hai thokiroon ney sambhalney ka hosla

Har hadsa khayal ko gherayi dey gaya…

Miltey gaye…

ملتے گئے ہر موڑ پہ ہمدرد ہزاروں

لگتا ہے اس شہر میں اداکار بہت ہیں

Miltey gaye har mod pey hamdard hazaron,

Lagta hai iss shehr mein adakar bhut hain…

yaad-e-khuda …

یاد خدا کے ساتھ ساتھ ، آتی رہی کسی کی یاد

اور بھی ایک نماز ہم ، پڑھتے رہے نماز میں

Yaad-e-khuda key sath sath,aati rahi kisi ki yaad,

Our bhi aik namaz hum,parhtey rahey namaz mein…

silsila fajir tak..

سلسلہ فجر تک جا پوہنچا آذان عشا ہ سے

ہم خیال یار میں بیٹھے وضو ہی کرتے رہے

Silsila fajir tak jaa pohncha,aazan-e-issha sey,

Hum khayal yaar mein bethey waazo he kaartey rahey…