Tag: sad poetry

Merey gaun mein mujhey

Merey gaun mein mujhey dekhney aya hoga,

Ser karney to kagan bhi jaa sakta tha,

Baat sun kar jo gaya hai to yahi pyar hai na,

Warna wo baat key doraan bhi jaa sakta tha


میرے گاؤں میں مجھے دیکھنے آیا ہوگا

سیر کرنے تو کاغان بھی جا سکتا تھا

بات سن کر جو گیا ہے تو یہی پیار ہے نا

ورنہ وہ بات کے دوران بھی جا سکتا تھا


Merey ghaun mein mujhey

Pari na zarorat kabhi charagon ki mujhey

Pari na zarorat kabhi charagon ki mujhey,

Har baar jalaya hai khud ko roshni key wastey


پڑی نہ ضرورت کبھی چراغوں کی مجھے

ہر بار جلایا ہے خود کو روشنی کے واسطے


Pari na zarorat kabhi charagon ki mujhey

Ye meri zaat ki weeraniyan yunhi nahin

Ye meri zaat ki weeraniyan yunhi nahin hain,

Mujh sey bichara hai koi shakhs baharon jesa…


یہ مری ذات کی ویرانیاں یونہی نہیں ہیں

مجھ سے بچھڑا ہے کوئی شخص بہاروں جیسا


Ye meri zaat ki weeraniyan yunhi nahin