Tag: poetrylines

Koyi wali jo dekh ley merey

Koyi wali jo dekh ley merey sang agar tumhein,

Tafseel mujh sey nekiyon ki pochey ga lazmi…


کوئی ولی جو دیکھ لے میرے سنگ اگر تمھیں

تفصیل مجھ سے نیکیوں کی پوچھے گا لازمی


Koyi wali jo dekh ley merey sang agar tumhein

Likha doctor ney dawai ki jaga..

Likha doctor ney dawai ki jaga chaiye ka naam,

Ye bhi likha subha, dophir our shaam…


لکھا ڈاکٹر نے دوائی کی جگہ چائے کا نام

یہ بھی لکھا صبح دوپہر اور شام


Likha doctor ney dawai ki jaga

Thikana qabar hai tera

Thikana qabar hai tera, ibadat kuch to kar Ghalib,

Kahawat hai key khali hath kisi key ghar jaya nahin kartey


ٹھکانہ قبر ہے تیرا ،عبادت کچھ تو کر غالب

کہاوت ہے کہ خالی ہاتھ کسی کے گھر جایا نہیں کرتے


Thikana qabar hai tera

Khuwab tha deda bedar talk aya tha

Khuwab tha deda bedaar talk aya tha,

Dasht bhtakta huwa dewaar talk aya tha,

Muhsin us waqat muqdar ney baghawat kar di,

Jab main us shakhs key mayar talk aya tha…


خواب تھا دیدہ بیدار تلک آیا تھا

دشت بھٹکتا ہوا دیوار تلک آیا تھا

محسن اس وقت مقدرنے بغاوت کر دی

جب میں اس شخص کے معیارتلک آیا تھا


Khuwab tha deda bedar talk aya tha

Toot jae wo padhiyan our choot jae

Toot jae wo padhiyan our choot jae wo gadhiyan ,

Jo tumhe mujh sey door le jaati hain…


ٹوٹ جائے وہ پٹڑیاں اور چھوٹ جائے وہ گاڑیاں

جو تمھیں مجھ سے دور لے جاتی ہیں


Toot jae wo padhiyan our choot jae

Kya lutf ho mehshar mein,main shikve

Kya lutf ho mehshar mein, main shikve kiye jaon,

Wo hans ke kahe jaen, dewana hai dewana…


کیا لطف ہو محشر میں ، میں شکوے کئے جاؤں

وہ ہنس کے کہے جاۓ ، دیوانہ ہے دیوانہ


Kya lutf ho mehshar mein,main shikve

Samaan bandh liya hai mein ne ab batao

Samaan bandh liya hai mein ney ab batao,

Kahan rehtey hain wo log jo kahin key nahin rehtey…


سامان باندھ لیا ہے میں نے اب بتاؤ

کہاں رہتے ہیں وہ لوگ جو کہیں کے نہیں رہتے


Samaan bandh liya hai mein ne ab batao

Hazar chehrey hujoom-e-dunia

Hazar chehrey,hujoom-e-dunia,

Na jaaney teri talash kyun hai…


ہزار چہرے ، ہوجم دنیا

نہ جانے تیری تلاش کیوں ہے


Hazar chehrey hujoom-e-dunia