Tag: muhabat

ShaQ to tha mohabbat mein nuqsan hoga

Shaq to tha mohabbat mein nuqsan hoga,

Magar yaqeen na tha sara hamara hi hoga


شک تو تھا محبت میں نقصان ہوگا

مگر یقین نہ تھا سارا ہمارا ہی ہوگا


ShaQ to tha mohabbat mein nuqsan hoga

Hum ne takheer sey sekhey hain muhabat

Hum ne takheer sey sekhey hain muhabat key asool,

Hum pey lazim hai thora ishq dobara kar lein…


ہم نے تاخیر سے سیکھے ہیں محبت کے اصول

ہم پہ لازم ہے تھوڑا عشق دوبارہ کر لیں


Hum ne takheer sey sekhey hain muhabat key asool

Bus zara chaiye peene se fursat nahin

Bus zara chaiye peene se fursat nahin mili,

Warna kar ke btata muhbat kese kehte hain


بس ذرا چائے پینے سے فرصت نہیں ملی

ورنہ کر کے بتاتا محبت کیسے کہتے ہیں


Bus zara chaiye peene se fursat nahin mili

Hum muzafat sey aaye huye logon ka…

Hum muzafat sey aaye huye logon ka miyan,

Mas’ala rizq ka hota hai,muhabat ka nahin…

ہم مضافات سے آے ہوے لوگوں کا میاں

مسئلہ رزق کا ہوتا ہے محبت کا نہیں

Kisi tarha ki ghalat fehmiyan na paliye ga..

Kisi tarha ki ghalat fehmiyan na paliye ga,

Mein aadatan bhi muhabat sey pesh aata hoon…

کسی طرح کی غلط فہمیاں نہ پا لیے گا

میں عادتاً بھی محبت سے پیش آتا ہوں

Ishiq Qatil se bhi

Ishiq Qatil se bhi, maqtool sey humdardi bhi,

Yeh bata kis sey muhabat ki jaza mange ga,

Sajda khaliq ko bhi, ablees se yarana bhi,

Hashar mein kis se aqidat ka sila mange ga…


عشق قاتل سے بھی ، مقتول سے ہمدردی بھی

یہ بتا کس سے محبت کی جزا مانگے گا

سجدہ خالق کو بھی ، ابلیس سے یارانہ بھی

حشر میں کس سے عقیدت کا صلہ مانگے گا


Ishiq Qatil se bhi,Maqtool se humdardi bhi...