Tag: love poetry

Terey takabur sey ziada gustakh hai lehja

Terey takabur sey ziada gustakh hai lehja mera,

Mera zarf na aazma mujhey khamosh rehney dey


تیرے تکبر سے زیادہ گستاخ ہے لہجہ میرا

میرا ظرف نہ آزما مجھے خاموش رہنے دے


Terey takabur sey ziada gustakh hai lehja mera

Dil na umeed to nahin, nakaam hi to hai

Dil na umeed to nahin na kaam hi to hai,

Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai…


دل نا امید تو نہیں نا کام ہی تو ہے

لمبی ہے غم کی شام مگر شام ہی تو ہے


Dil na umeed to nahin na kaam hi to hai

Wo to khushboo hai hawaon mein bikhaar

Wo to khushboo hai hawaon mein bikhaar jaye ga,

Masa’la phool ka hai phool kidhar jaye ga…


وہ تو خوشبو ہے ہواؤں میں بکھر جائے گا

مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا


Wo to khushboo hai hawaon mein bikhaar

Merey gaun mein mujhey

Merey gaun mein mujhey dekhney aya hoga,

Ser karney to kagan bhi jaa sakta tha,

Baat sun kar jo gaya hai to yahi pyar hai na,

Warna wo baat key doraan bhi jaa sakta tha


میرے گاؤں میں مجھے دیکھنے آیا ہوگا

سیر کرنے تو کاغان بھی جا سکتا تھا

بات سن کر جو گیا ہے تو یہی پیار ہے نا

ورنہ وہ بات کے دوران بھی جا سکتا تھا


Merey ghaun mein mujhey