Tag: hindi urdu poetry

Hum nend key ziada shoqeen to nahin faraz

ہم نیند کے زیادہ شوقین تو نہیں فراز

کچھ خواب نہ دیکھیں تو گزارا نہیں ہوتا

Hum nend key ziada shoqeen to nahin faraz!!

Kuch khuwab na dekhein to guzara nahin hota…

terey har ayeb ko bey ayeb dekha…

Terey har ayeb ko bey ayeb dekha,

Mein ney apni ankhon mein ye ayeb dekha…

تیرے ہر عیب کو بے عیب دیکھا

میں نے اپنی آنکھوں میں یہ عیب دیکھا

Kaghaz ki ye mehak,ye nasha ruthney ko hai…

Kaghaz ki ye mehak ,ye nasha ruthney ko hai,

Ye akhiri sadi hai kitabon sey ishq ki…


کاغذ کی یہ مہک ، یہ نشہ روٹھنے کو ہے

یہ آخری صدی ہے کتابوں سے عشق کی


Kaghaz ki ye mehak,ye nasha ruthney ko hai

Bik raha hun, junon mein kya kya kuch…

Bik raha hun, junon mein kya kya kuch,

Kuch na samjhey, khuda karey, koyi

بک رہا ہوں جنون میں کیا کیا کچھ

کچھ نہ سمجھے ، خدا کرے ،کوئی

Apna gham le ke kahin aor na jaaya na jaye

Ghar mein bikhiri huyi cheezon ko sajaaya jaye

Jin chiragon ko huwaon ka koi khauf nahin

Un chiragon ko hawaon se bachaya jaye

Baag mein jaaney ke aadaab hua karte hain

Kisi titlee ko na phoolon se udaya jaye

Ghar se Masjid hai boht door chalo yun kar le

Kisi rote huye bachay ko hansaya jaye


اپنا غم لے کے کہیں اور نہ جایا جائے

گھر میں بکھری ہوئی چیزوں کو سجایا جائے


جن چراغوں کو ہواؤں کا کوئی خوف نہیں

ان چراغوں کو ہواؤں سے بچایا جائے


باغ میں جانے کے آداب ہوا کرتے ہیں

کسی تتلی کو نہ پھولوں سے اڑایا جائے


گھر سے مسجد ہے بہت دور چلو یوں کر لے

کسی روتے ہوے بچے کو ہنسایا جائے


Wo to khushboo hai hawaon mein bikhaar

Wo to khushboo hai hawaon mein bikhaar jaye ga,

Masa’la phool ka hai phool kidhar jaye ga…


وہ تو خوشبو ہے ہواؤں میں بکھر جائے گا

مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا


Wo to khushboo hai hawaon mein bikhaar

Hum ne takheer sey sekhey hain muhabat

Hum ne takheer sey sekhey hain muhabat key asool,

Hum pey lazim hai thora ishq dobara kar lein…


ہم نے تاخیر سے سیکھے ہیں محبت کے اصول

ہم پہ لازم ہے تھوڑا عشق دوبارہ کر لیں


Hum ne takheer sey sekhey hain muhabat key asool

Wo junoon kahin jo na mit sakey

Wo junoon kahin jo na mit sakey,jo na mil sakey wo qarar dey,

Mein asool-e-ishq ki basaat hoon to ghuroor-e- ishq sey maat dey.


وہ جنوں کہیں جو نہ مٹ سکے جو نہ مل سکے وہ قرار دے

میں اصول عشق کی بساط ہوں تو غرور عشق سے مات دے


Wo junoon kahin jo na mit sakey