Tag: famouspoetry

Subha key takht nasheen…

صبح کے تخت نشین ،شام کو مجرم ٹہرے

ہم نے پل بھر میں نصیبوں کو بدلتے دیکھا

Subha key takht nasheen,shaam ko mujrim therye,

Hum ney pal bhar mein naseebon ko badaltey dekha…

Abhi dastaan baaqi hai…

وہ پیش لفظ تھا جس نے رلا دیا تجھے

سمبھال خود کو ، ابھی داستان باقی ہے

Wo pesh lafz tha,jis ney rula diya tujhey,

Sambhal khud ko, abi daastan baki hai…

Buss khatam kar ye baazi-e-ishq

Buss khatam kar ye baazi-e-ishq Ghalib,

Muqadar key haarey kabhi jeeta nahin kartey…


بس ختم کر یہ بازی ے عشق غالب

مقدر کے ہارے کبھی جیتا نہیں کرتے


Buss khatam kar ye baazi-e-ishq