Tag: ankhon

Roti hui ankhon ki rawani mein mare hain

Roti hui ankhon ki rawani mein merey hain,

Kuch khuwab merey aien jawani mein merey hain…


روتی ہوئی آنکھوں کی روانی میں مرے ہیں

کچھ خواب میرے عین جوانی میں مرے ہیں


Roti hui ankhon ki rawani mein mare hain

Ankhon mein paani liye mujhey ghoorta hi raha

Ankhon mein paani liye mujhey ghoorta hi raha,

Wo aaieney mein khara shakhs pareshan bhut tha…

آنکھوں میں پانی لیے مجھے گھورتا ہی رہا

وہ آئینے میں کھڑا شخص پریشان بہت تھا

terey har ayeb ko bey ayeb dekha…

Terey har ayeb ko bey ayeb dekha,

Mein ney apni ankhon mein ye ayeb dekha…

تیرے ہر عیب کو بے عیب دیکھا

میں نے اپنی آنکھوں میں یہ عیب دیکھا

mein ney uss ko itna dekha

Mein ney uss ko itna dekha, jitna dekha ja sakta tha,

Lekin phir bhi do ankhon sey, kitna dekha ja sakta tha…

میں نے اس کو اتنا دیکھا ، جتنا دیکھا جا سکتا تھا

لیکن پھر بھی دو آنکھوں سے ، کتنا دیکھا جا سکتا تھا