Kisi ki tahajud bhi kaam nahin aati
Kisi ki tahajud bhi kaam nahin aati, Our kisi ki qaza bhi qabool ho jaati hai... کسی کی تہجد بھی کام نہیں آتی اور کسی کی قضا بھی قبول ہو…
Kisi ki tahajud bhi kaam nahin aati, Our kisi ki qaza bhi qabool ho jaati hai... کسی کی تہجد بھی کام نہیں آتی اور کسی کی قضا بھی قبول ہو…
Faiz Ahmed Faiz poetry Chashm num jaan shoridah kaafi nahi Tehmat e ishq posheeda kaafi nahi Aaj bazaar mein pa ba jaulaan chalo Dast afshaan chalo mast o raqsan chalo…
ضروری نہیں کہ ترازو انصاف کی علامت ہو دوکانداری کی علامت بھی ہو سکتی ہے ZAROORI NAHIN KE TARAZO INSAAF KI ALAMAT HO DOKANDAARI KI ALAMAT BHI HOSAKTA HAI
بہت بے ترتیب ہے دنیا یہاں ہر دوسرے کو تیسرا چاہیے BOHT BE-TARTEEB HAI DUNIA YAHAN HAR DOSREY KO TESRA CHAHIYE
Roti hui ankhon ki rawani mein merey hain, Kuch khuwab merey aien jawani mein merey hain... روتی ہوئی آنکھوں کی روانی میں مرے ہیں کچھ خواب میرے عین جوانی میں…
Sabhi gharhiyun mein yaksan nuqs kesey, Yakenan waqat hi thehra hua hai... سبھی گھڑیوں میں یکساں نقص کیسے یقینن وقت ہی ٹہرا ہوا ہے
Ye sach hai key aqal ney mujh ko pukhtagi to di, Par wo maza kahan jo nadaniyun mein tha... یہ سچ ہے کہ عقل نے مجھ کو پختگی تو دی…
Aik taluq mazeed hai apna, Tera murshid mureed hai apna... اک تعلق مزید ہے اپنا تیرا مرشد مرید ہے اپنا
Kabhi bewaja udasi kabhi bewaja uljhana, Aik shakhs ney mujh ko mujh sey hi bezaar kar diya... کبھی بے وجہ اداسی کبھی بے وجہ الجھنا ایک شخص نے مجھ کو…
Pochtey kya ho halat meri, Kha gaye mujh ko rawaye terey... پوچھتے کیا ہو حالت میری کھا گئے مجھ کو رویے تیرے