Page 47 of 54

Mujhey khuda sey zara

Mujhey khuda sey zara hum kalam honey do,

Tumhara zikr bhi iss ghuftagu mein aaye ga…


مجھے خدا سے ذرا ہمکلام ہونے دو

تمہارا ذکر بھِی اس گفتگو میں آئیگا


Mujhey khuda sey zara

Kabhi yak ba yak tawaja

Kabhi yak na yak tawaja kabhi dafatan tagafil,

Mujhey aazma raha hai koyi rukh badal badal kar…


کبھی یک بہ یک توجہ کبھی دفعتاً تغافل

مجھے آزما رہا ہے کویئی رخ بدل بدل کر


Kabhi yak ba yak tawaja

Tarpta raha dil be hisab darkane tgi latadad

sochta raha badgumani ka kese karun apna daman saaf


تڑپتا رہا دل بے  حساب  دھڑکنے  تھی  لا تعداد

سوچتا رہا تیری بدگما نی کا کیسے کرواپنا دامن صاف


Rahi na taqat-e-ghuftar

Rahi na taqat-e-ghuftar our agar ho bhi

To kis umeed pey kahein key aarzoo kya hai…


رہی نہ طاقت گھفتار اور اگر ہو بھی

تو کس امید پے کہیں کے آرزو کیا ہے


Rahi na taqat-e-ghuftar

Nikalna khuld sey

Nikalna khuld sey aadam ka suntey aye hain lekin,

Bhut bey aabro ho key terey kochey sey hum nikley…


نکلنا خلد سے آدم کا سنتے اے ہیں لیکن

بہت بے ابرو ہو کے تیرے کوچے سے ہم نکلے


Nikalna khuld sey

Buss khatam kar ye baazi-e-ishq

Buss khatam kar ye baazi-e-ishq Ghalib,

Muqadar key haarey kabhi jeeta nahin kartey…


بس ختم کر یہ بازی ے عشق غالب

مقدر کے ہارے کبھی جیتا نہیں کرتے


Buss khatam kar ye baazi-e-ishq

Miltey hain shab-o-roz

Miltey hain shab-o-roz sabhi log shanasa,

Aik tujh sey mulaqat ka arman bhut hai…


ملتے ہیں شب و روز سبھی لوگ شناسا

ایک تجھ سے ملاقات کا ارمان بہت ہے


Miltey hain shab-o-roz

Baad mudat key

Baad mudat key hum ko yaad aya,

Chahatein ger sey nahin kartey…


بعد مدت کے ہم کو یاد آیا

چاہتیں غیر سے نہیں کرتے


Baad mudat key

« Older posts Newer posts »