Najoomi maar gaya bhuka…
Najoomi maar gaya bhuka jo taqdeeraen btata tha, Na baaz aaye magar kuch log qismat azmayi se... نجومی مر گیا بھوکا جو تقدیریں بتاتا تھا نہ باز آےمگر کچھ لوگ…
Najoomi maar gaya bhuka jo taqdeeraen btata tha, Na baaz aaye magar kuch log qismat azmayi se... نجومی مر گیا بھوکا جو تقدیریں بتاتا تھا نہ باز آےمگر کچھ لوگ…
Uss ki bad uhdiuon se lagta hai, Uska pichla janam tha kufey mein.. اس کی بد عھدیوں سے لگتا ہے اسکا پچھلا جنم تھا کوفے میں
Meri khubi pe rehte hain yahan ahl-e-ziban khamosh, Mere aibon ka charcha ho to gonge bol parte hain... میری خوبی پہ رہتے ہیں یہاں اہل زبان خاموش میرے عیبوں کا…
Kabhi ansoon,kabhi sajde,kabhi hathoon ka uth jana, Khuwaishain adhuri hoon to rab kitna yaad aata hai... کبھی آنسوں،کبھی سجدے ،کبھی ہاتھوں کا اٹھ جانا خوائشیں ادھوری ہوں تو رب کتنا…
Wo itni khush nazar aati hai,laal kapron mein, Ke jese shehr mein ata hai koi gaun se وہ اتنی خوش نظر آتی ہے لال کپڑوں میں کہ جیسے شہر میں…
Dil mein bugz, pait mein haram our tawaf pey tawaf, Ka'ba khud chakar mein hai key yeh log kis chakar mein hain... دل میں بغض ،پیٹ میں حرام ، اور…
Tu agar sun nahi paya to mujhe ghor se dekh baat aesi hai k dhurayi nahi jaye gi تو اگر سن نہیں پایا تو مجھے غور سے دیکھبات ایسی ہے…
Be daam hi bik jaon, baazar-e-NABI (S.A.A.W) mein, Is shaan ke sudon mein khasare nahin hote... بے دام ہی بک جاؤں ، بازار نبی (صہ ) میں اس شان کے…
Ishiq Qatil se bhi, maqtool sey humdardi bhi, Yeh bata kis sey muhabat ki jaza mange ga, Sajda khaliq ko bhi, ablees se yarana bhi, Hashar mein kis se aqidat…
Ghuror toot gaya magar koi martaba na mila, Sitam ke bad bhi kuch hasil-e-jafa na mila, Sar-e- Hussain (a.s) mila hai yazeed ko lekin, Shikast ye hai phir bhi jhuka…