Bara naaz tha Published by Admin on October 19, 2025 بڑا ناز تھا عدم ، اُن کی چاہت کا اب کہاں چھپائیں ، ندامتیں اپنی
Wo jo khawab they merey… Published by Admin on October 19, 2025 Wo jo khawab they merey zehn mein, Na mein keh saka,na likh saka, Key ziban mili,to katti hui, key qalam mila to bika huya…
Ab to har haath ka… Published by Admin on October 19, 2025 Ab to har haath ka pathar humen phchanta hai, Umar guzri hai,tere shehir aate jaate…
Tum sey pehley… Published by Admin on October 19, 2025 Tum sey pehley wo jo aik shaks yahan takht nasheen tha, Uss ko apney khuda honey pey itna hi yaqeen tha…
Ziban pey muhar lagana… Published by Admin on October 19, 2025 Ziban pey muhar lagana to koi baat nahin, Badal sako to badal do merey khayalon ko…
Hamare hise mein Published by Admin on October 18, 2025 ہمارے حصے میں ہمیشہ۔ عذر آئے، جواز آئے، اصول آئے
Wafa Published by Admin on October 18, 2025 وفا کے تذکرے بس رہ گئے کتابوں میں ستم تو یہ کہ کتابوں کا دور بھی نہ رہا
mujhey maloom tha… Published by Admin on October 18, 2025 Mujhey maloom tha sab,mera wijdaan kehta tha, Ek hadsa darpesh hona hai,mujhey darwesh hona hai…
Ye jo raqs hai mera… Published by Admin on October 18, 2025 Ye jo raqs hai mera farsh per,yahi ley udda mujhey arsh per, Meri zaat mein jo dhamal hai,terey ishq ka kamal hai…
Aagahi mujh ko… Published by Admin on October 18, 2025 Aagahi mujh ko kha gayi warna, Mein ney jeena tha apney marn ey tak…