Home » Archives for Admin » Page 19
Kya haal pochtey ho merey karobar ka, Aaeiney bechta hoon,andhon key shehr mein..
Ilahi aabru rakhna,bara nazuk zamana hai, Dilon mein kufr rakhtey hain, bazahir dostana hai…
Kitna dushwaar hai,fitrat ka badalna yusif, Log kaba gaye ,our dil sey burai na gayi…
Wo pesh lafz tha,jis ney rula diya tujhey, Sambhal khud ko, abi daastan baki hai…
Merey shoq ki yahin laaj rakh, Wo jo toor hai bhut door hai…
Muhsin tamasha been hain sarey ye gumsaar, Kijiye na aapney gum ki wazahat kisi sey bhi…
Roz ghunah karta hoon,wo chupata hai apni rehmat sey, Mein majboor apni aadat sey, wo mashoor apni rehmat sey…
Wo jo samjhey they tamasha hoga, Mein ney chup reh key palat di baazi…
We commonly think that men sometimes harm themselves knowing that they are doing so, and that often they do what is morally wrong knowing that…
Taweez likh key deta tha umer-e-taweel key, Aamil wo khud bechara jawani mein maar gaya…