Skip to content

Chalo tark e taluq mein

Chalo tark e taluq mein ye sukh to paya hum ne

Ab taare nahin ginte ab jaaga nahin karte

khushk paton ki awaz pe darwaze ki taraf

nange paon meri jaan ab bhaga nahin karte


 چلو ترکِ تعلق میں یہ سُکھ  پایا ہم نے

اب تارے نہیں گِنتے اب جاگا نہیں کرتے

خُشک پتوں کی آواز پہ دروازے کی طرف

ننگے پاؤں میری جاں اب بھاگا نہیں کرتے


Published inPoetry

Be First to Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *