Home » Archives for July 2025 » Page 3
Nazar chura key kaha, bus yahi muqdar tha, Bicharney waley ney malba khuda pey dal diya…
Us ki zulf bhi merey jeevan jesi hai, Our uljh si jaati hai, suljhaney mein…
حاکم کو میرے حال سے رغبت نہیں کوئی بارش کا سر پہ زور ہے اور چھت نہیں کوئی سیلاب لے گیا مرے تن کا لباس بھی حیرت ہے اب بھی آپ کو حیرت نہیں کوئی ہر شے کے نرخ بڑھ گئے ، افسوس اس کا ہے انساں کی میرے دیس میں قیمت نہیں کوئی اک دن ہوائے وقت کی زد میں تُو آئے گا اور آئے گی صدا تجھے مہلت نہیں کوئی مالک مرے سبھی رضاکاروں کی خیر ہو اس کارِ خیر سے بڑی عظمت نہیں کوئی
khud bhi kuch kam nahin mein apni tabahi ke lye doston se mujhey imdad bhi aa jati hai rona hota hai kisi or hawale se…
Phir dil ko ho gayi wohi rah-e-guzar aziz, Phir agaye fareeb mein hum mudaton key bad…
Wo samney tha magar uss ko nigha chu na saki, Ye ahtram ki had thi ,ya hosley ka kamal tha…
Mumkin hi nahin mujh sey ye tarz-e-munafiqat, Duniya terey mizaj ka banda nahin hun…
Hum muzafat sey aaye huye logon ka miyan, Mas’ala rizq ka hota hai,muhabat ka nahin…
Likhwa key mein aaya hoon thaney mein ye report, Mujh ko teri yaad sey khatra hai jaan ka…
Aata hai kaun kaun merey gham ko banteney, Muhsin tu meri mout ki afwah udda key dekh…